mera sandesh muslim samuday ke logo se hai. khuda kon hai kaha hai or vo apne bhrhmand ko kaise chalate hai vo mai aage blog me likh chuka hu.jo aapne padh liya hoga-jobhi hota hai manav manke andar hota hai-koi insan bure hai to vo bure vichar ko accept karta hai isliye vo bure hai-vo khuda ke diye gaye nagativ raste ko pasand karte hai-isliye vo bura rasta pakde huye hai(yaha muslim bhaio ko bura nahi lagana hai-mai uus trasvadi insaan hai uske bareme bol raha hu jinnhone pure viswa me aantak machaya huaa hai-mai sajjan muslim-or khudake bande log ke liye aapni dua karta hu ki unke jivan me koi bhi agahtit(buri) ghatna na ghate) "jihad" akhir kiske sath "jihad"? mahmmad sahab ne " jihad ka arth ' kuran' diya hua hoga .manav ke andar ya koibhi jiv ke andar do babat mukya hai(1) nagativ urja or (2) positive urja ye urja se hum acche ya bure kam kar sakte hai. apneme positive urja ko badhana ya nagative urja ko badhana vo insanke hi hathme hai.tum nagative urjako pasand karoge to tumhare me nagative urja aajayegi-ji urjake badhne se sare bure bure karya hame pasand aayege-bure karyake natije bhi bure hote hai. acche karyake natije aache. hindu sanskriti karm ke sindhant ko manti hai
Friday, 8 July 2016
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment