Powered By Blogger

Saturday, 9 July 2016

jab eswar ko jan jaoge tabhi aapko uski maya ka pata chalega-harek jiv ko har sitchuation(spaling galat hai muje pata hai) se pasar karna or harsthiti-paristhiti se avgat karana ye eswar ka dharm hai-taki vo bhavisyaki aanevali harek parsthitio me taeeyar rahe.lahlahate pak(dhan-dhanya) ko dekhkar jitni khusi khedut ko hoti hai vaisi hi khusi kudrat ko aanandit hote huye manusyo se hoti hai.kisi ke man ko dukhi dekh kar kudrat khud dukhi ho jati hai-par niyam or sinddhant ke anusar usse karna padta hai.(are yar ghani jagyaye(visesagyo na janavya pramane-aa varse bharat ma saro varsad thase tevu modi sarkar na aadesh anusar thayu ke su-pan haju sudhi sarkho varsad nathi thayo-modi sarkare lokone khush karwa-narowa-kujrowa kari didhu lage se.)"bhagwan taru ghar have setu rahyu se ketlu" jevo ghat se.kher gadi bija pate na chadi jay.kudrat ye khel sab kyo karti hogi ye sab ke man me hota hai-aage ki paristhitiyo me sabko taeeyar karne ke liye.pruthvi sab jivo ke liye ek path sala hai.jaha jiv kusna kus shikhta rahta hai.shikne ki koi umra nahi hoti.kus aisa shiko jo aapko aur dusro ke kam aa sake.jo dusroke kam aaye vohi sresth manusya hai.prutvi par kaisi kaisi sabhyata aayi or gayi-kyo eswar ko ekabhi sabhyata pasand aaee-koibhi sabhyata ko kayam na hone diya,khami(folt) wala kusbhi pasand nahi aata-eswar ne sresth  hi chahiye.usme utirna jo sabhyata hogi usko kayam karenge.baki sab atta jata rahega.dharm kya hai-vyakti ke hisse me aata siddhant ke anusar ka kary.abhi to hume manavta ka hi dharm sarvopari manna chahiye.jisme-koi unch nahi koi nich nahi,koi gora nahi koi kala nahi,koi garib nahi koi tavangar nahi(paise wala nahi) sabke prati saman bhavna rakh kar karya karna chahiye.manusya 'manavta ka dharm' nibha le vo hi bahut hai eswar ke liye.kadve-kadve vachan(bura bolne vala-manme chubh jaye aisi bat) bolne vala vyakti anya vyakti ki mansik hatya karta hai.-is vyavhar se dur rahiye-dusro ko pida hoti hai.hamensa eswariy krupa ke patra bane raho aisa vyavhar kijiye."iswar kaha hai" is atitude se dur is liye rahiye-kyoki iswer nahi hota to hum bhi kaise hote-agar kus nahi hota to sunya avkash hota.jisme na kush chahl-pahal hoti-na hul-chal.ek bar ek doctor ke hospital gaya tha mere bhai ke bacche ko lekar.waha doctor ke buzurg pitaji the.samne aqweriyam-(maslio ko rakhne ka kach ka patra) pada tha.usme masliya bhagam-bhag kar rahi thi.vo dekhkar doctor ke pitaji bole'juo juo maslio kevi satpatahat kari rahi se?" meine kaha"uncle jo masliyo tem na kare to jivi kevi rite sake?temne eek pravitti se satpataee ne bhagam bhag karvvu-jo panima eemni eem padi rahe to nirjiv lage-jivan matlab chetanta"

No comments:

Post a Comment

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...