iswar,bhagwan,allah,khuda,god sab ek hi hai bas unke swarup alag alag hai. koi bhi padarth-ya koibhi ankho ko jobhi dikhta hai vo-jiv nirjiv-brahmand ke grah or khud bhramand ya avkash koibhi eesi chij nahi jisme kudrat nahi hai.sab vo basta hai or sab jagah uski nigahe hai.aaj kal duniya-viswa-pruthvi- par iasa ghat raha hai-jisse mera hraday-rudan kar raha hai-kyo hum ek dusre ko marne par utaru hai-kudrat kahti hai-tumhe kisiko marne ka adhikar nahi hai-are tumhe to khudko marne ka(atmhatya karne ka) adhikar maine tumhe nahi diya hai-fir kyo ye?-tay samay par mot to sabko aani hai.tumhe marne ki avasyakta nahi hai.kudratne tumhe jivan diya hai,anandme jio or dusre ko jine do.mai ye traswadi pravttio ki bat kar raha hu-ye antakvadi insan hai jo wo logo ko berahmi se marte ja rahe hai.kyo?-khuda-allah to aise adesh de nahi sakte-kyoki kudrat to sabke kalyan me hi khus rahti hai. fir? ye log konsi "jihad" ki bat kar rahe hai- jihad ka arth to mohmmad sahab ne "kuran" me diya hoga-or agar nahi diya ho to jan lo-"jihad" ka asli arth hai-apne andar ki buraiya hai-usse jihad karo-usase lado-usko maro-use khatm karo.or apne andar panap rahe us saitan se sutkara pakar ek acche insan bano. khuda apne hi baccho ki hatya ke adesh kabhi nahi dete.vo to unka bhala chate hai-bhala vo kyo aise adesh dene lage-ha kus swarth parat logo ne "jihad" sabd ka arth palat diye hai. unhone apni khichdi pakaneke liye ye sab kiya hai-par bure kam ka bura natija-unko bhi bhugtna padega-hey manav(insan) kya lekar tu aya jag me kya lekar tu jayega- kusbhi to tera nahi hai-or kusbhi to tera rahega nahi-fir kyu tu ye markat pe macha hai.khuda tujse naraj ho jayega to tuje kya saja dega ye janta hai tu?-to sod de ye marna katna ya bomb se kisi ko udana-kitna pap lagega tuje janta hai tu? mat kar ye sodde ye antakvadi ke dhandhe-tuje jihad karni hai to tere andar jo buraeeya hai usse jihad kar or use parast(hara dena) kar.or accha insan ban khuda khus ho jayenge or teri acchi acchi duaye kabul karega.is pruthvi ko nark(jahhanam) mat bana par use swarg(jannat) bana.agar tu aisa karega kuda tere pe maherban rahege.allah ke darbar me der hai andher nahi.time aane par tumhe bhi tere hakk ka jarur milaga.nahi tubh xan-xan til til marega or vo bhi ek janam nahi hajjaro janam marega tabhi tumhe ahesas(teri ruh ko ahesas) hoga ki mot kya hoti hai or jivan kis chidiya ka nam hai.tum agar ye padhte hoge to ye jan lo kuda tumse naraj(khafa) hai.khafa ka karan hai ki tumne is jannat jaisi pruthavi ko jahnnam bana diya hai-sudhar jao aantak-vadio.
Friday, 8 July 2016
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment