kudrat kya kya karti hai -matlab kya kya kary karti hai wo hum yaha janenge -wo wakt wakt par hasati-rulati hai aisi bhavnaye jagani jaruri hoti hai.vo hame soch-vichar deti hai-jagat(word) ke kalyan ke liye karya karti hai.tumhari soch bhi tumhari apni nahi hai-aap log kahoge to fir mera apna kya raha mere me-isliye hi kudrat uss socha par apna adhikar nahi jamati-taki jivako ye rahe ki ye soch(vichar-idea) mera hai.-nahi to jiv ko jine me koi ras rahega nahi.hum bhagwan ke soch ke hi hisse hai."we part of god" isliye hum harek jiv god ki santane hai.albart aaeenstaen,nuton yakoi bhi xetra ke jo-jo logo ne jobhi sodh ye sansar ke liye ki hai vo eswar ke hi soch or idea ke tahat ki hai taki is sansar ko uss sodh se fayada ho-jin logo ka in sodh se nam juda hai vo nam judne ka srey unko eswar ne usse isliye diya hai taki vo sodh in logo ki mahnat ka natiza hai-par soch or idea eswar ka hai-jo use diya gay or usne swikara.aise parox rahkar iswar sansar ke kalyan ke karya karte rahte hai.eswar pryatax 100 miliyan mese kisi ko hi milte hoge jo is mulakat ke layak ban gaya ho-eswar harek ko darsan nahi dete.iswar ka karya-vichar xetra se hai.vichar kya hai-mind me chalti eek rasanik prakriya-vichar ek rasan hai.jo manusya ke kriya-kalapo or vartan vyavhar me badlav late rahte hai.kus sthapit vichar or satya se hi ye bhramand chalta hai-bhrahmand schalit karna vo kalyan ka karya hai-agar karya nahi kiya jaye to samay kaise katega-agar aap koi prvutti nahi karoge to aapka samay katega nahi-isliye karya or karan ko parspar sambandh hai.karya uttpann hua to ye bhi vichar nikla ki kaisa karya kiya jaye tab kush bhut samay nikal jane ke bad kush niyam,siddhant,kayde kannon sthapit huye-jiske anusar ye brahmand chalta hai.agar sab sahi hota to hari ko srujan ko nast karne ka vichar na aata-par sab sahi harek time nahi rahta-kus na kus kudrat ke niyam ke viruddh chala jata hai-is bhrahmand me itni anicchittaye sakriya hai ki kudrat ko confusion ki sthiti aa jati hai.kya sahi or kya galat ka faisla karna padta hai-taki jivo ko kus bhi asuvidhaye na pahuche.ye anicchittaye tabhi humtegi jab sab shresthta ke aayam ko suyenge.manv ke malin huye man jab swacch ho jayenge-or unka vyavhar or vartan kisikobhi hani pahuchane vale nahi rahenge-aise hi ucchtam vicharo vali sabhyta aayegi-jo na vaicharik pap vali hogi na vani(bolnemese jo pap hota hai vo) vali sabhyata aayegi,tabhi ye bhrahmand ki anicchataye hat jayegi.kali-kal(kal-yug) kahi nahi hai manav ke manme dera jamake baitha hai.harek manav aapne manme baithe is kali nam ke raxas ko mar denge tabhi vo naya yug aayega jo tharti par bhi swarg bana dega.
Saturday, 9 July 2016
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment