Powered By Blogger

Saturday, 9 July 2016

jo normal log hai-smanya janta vo kamsekam-daya,xama,dhiraj,dusroko setarna(dusro ke sath frod na karna),dusro ko sahi rah dekhana,jo aaatma na mane us karya ko na karn(kyoki jo ayogya babat hai vo koi bhi angle se ayogya hi hai.chahe use koibhi tariko se kare-jo yogya nahi hai vo kudratke niyam me bhi yogya nahi hai) jaise guno ko dharan kare-jo bhi bolo satya bolo -juth ka upiyog kabhi na kare-kudratke kannon me vo gunaeet pravvutti hai. acche karm kare-kisiko bhi nade(kisiko hairan paresan na kare) anya ki dhan sappati par najar na rakhe,kudratne jo aapko diya hai vo uchit hi diya hai-uske nyay me viswas rakhe.uss par sraddha rakkhe.vo kissiko anyay nahi karta.uttam gun rakhane se hi kudrat,bhagwan khush hote hai-chae fir vo usko mane ya na mane.nastiko ko bhi ant me usike pass hi jana hota hai.akhir vo kab tak stya ko jutla sakte hai.agar muje koi kahe ki stephen hoking namka vignanik jo america me hai vo eswar ki satta ko jutla raha hai-to me kahunga ki kudrat ko bhavisya me aane vali harek sthiti-parsthiti ki jankari hoti hai-vo or uske vichar pure world me nastik vad failayenge usska visnu ko pahle se hi gyat tha isliye usse oro ka mohtaj bana diya. aaj vo wheel cher par apni jindagi basar kar rahe hai. jo vyakti-jane,soche samje ,parkhe or fir bhi eswar ko nakar de to eswar usse konsi saja de vo aap samaj sakte hai.fir bhi aastik or nasstik eswar ke bacche-or bhakt hi hai.nastik vad ne kyo janm liya hai-kyo ki hum eswar ko apni najro se nahi dekh sakte-uska anubhav jarur kar sakte hai-ye sraddha or viswas ki baat hai.jo sraddha or viswash(andh viswash nahi-sudhbudh ke sath khuli aankho ka viswas or viswas jab janmta hai to sraddha khud-b-khud janm leti hai) koi bhi bhakt eswar ka darsan apni gyan-chaxu se kar sakta hai.kyo ki sach me mana jaye to eswar ka nakoi rang rup-swarup hai or na koi nam-iswar ek urja or prakash hai.jo avirat hai.iswar kisikebhi pakkad(bandhan) me na aane vala eek amulya tatva hai-jis se purna sansar sanchalit hai-or eswar na nar hai na nari hai.eswar ko janoge to abhibhut rah jaoge.uske darsan matra se aap sansar ke sare dukh-sukh bhul jaoge-lagega"mai tumhe dekhta rahu dekhta rahu' avarnniya sondrya,aank bhi na matka sake aisi aprtim prtibha.darsan matra se dhanya ho jaye aisa rup. par-par vo bhi to eswar ki hi lila hai ki mai bhakta ko aisa dekhaee deu.eswar ko gyani bhakt bahut pasand aate hai.vignan se eswar ko sahi tari ke se jan sakte hai.aage jake manviya vigyan bhi eswar ko milaga.tab jake samnavay hoga. or manvi vigyan bhi eswar ko sahi tarike se jan jayenge.abhi vigyan asmajas me hai-ki bhagwan hai bhi ya nahi.

No comments:

Post a Comment

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...