Powered By Blogger

Saturday, 9 July 2016

mai telepathi se harike sath batchit karta rahta hu,charcha ka visay hota hai purthvi ki main samsyaye jisse kus hal nikal aaye taki ye pruthvi ki samsyaye hal ho jaye.mai anya devi or devta se telipathi se bat karta hu taki ye univrse ka sanchalan sahi dhang se chal sake. par jab tak pruthvi ke manav-sahi mane me manav nahi ban jate tab tak ye samsyaye aakar leti rahegi.mai anya devi devtao ke sath bhi isi comunication ke jariye bat -chit karta rahta hu-yah jariya purana or davi devtao ke samay se hai-jisme na koi kharch hota hai-na kus hani.humara telephon isi sindhant ka anusaran karta hai.computer bhi devi devtao ke liye koi naee bat nahi hai.usi adhar par aaj ke computer hai-sab soch devi devtao ki hai jise manav -jat ne apnayi huee hai.par kuch purni tecnology abhi bhi manav-jat ke pass nahi hai-jo use atyadhinik bana sake-vo devtaoke pass hai.or vo aaage manavjatko gift me di jayegi.par vanaro kyarey sidha betha se? par uska bhi tod hai devtalogo ke pass. samay vyatit honeke bad manav ko sab samjaya jayega-unko samjaya jayega ki lalach me aakar koi niyam tode na jaye-niyam todne par kadi se kadi saja hogi-niyam,kayde se rahne vale par eswariy krupa hogi.aage abhi ek 'vagnanik yug' aa raha hai jisme janme log befam bannevale hai. jise eswariya urja(sakti) se control me laya jayega. mahvir swami ka wo stotra "jio or jine do" sab jagah dekhne milega. sab jagah santi or aanand hoga. ek aisa yug ayega jaha daivi saktiya or manav hilmil ke rahte dekhaee denge.koi baat razz ki baat, rahasya ki baat nahi rahegi.ek aisa bhi yug aayega jaha sara bhrahmand swarg jaisa sthal lagega.mai 3000 saal ke bad ki baat kar raha hu.sab jiv wohi ke wohi hoge bas rang rup badal gaye hoge."time machion"  vigyan ki ek bahtar khoj-atakke padi hai-or aisi kaee khoje(sodh)  jo bahetar se bahetar khoje hai vo aatakke padi hai kyo?-koi nahi janta-----sayad eswar ki abhi marZi hi nahi ki wo manavo ko gift(bhet) mai dee jaye--sabko amar hona hai par amar honeka nuskha nahi jante---vaise sab amar hi hai-par tukde tukde me-matlab jite ho marte-fir jite ho marte ho-ye chakra chalta hi rahta hai--aise sab amar hi hai agar mrutyu ko gaun samje--kudrat ke khel ko jo smaj gaya vo jivan chakra ko samaj gaya-hum to sab mohre(kath-putliya) hai-khiladi to wo hi hai. par jivan ki yahi sacchaee hai jise der saver sabko swikar karni padegi.halat eek se kabhi nahi rahte,wo badalte hai,parivartan pamte hai.aaj mandi hai to kal wapish teji aajayegi-mandi ko khalne ka samay hai to khalte rahna hoga.kal fir suraj niklega,kal fir badal sat jayenge.or fir ujala aayega.

No comments:

Post a Comment

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...