Powered By Blogger

Friday, 19 August 2016

puri ki puri arth vyavstha dhah gayi ya charmara gayi hai,aise samay par logo ka jina kathin ho raha hai.pahleke samay par ye teji mandi jaisa kus nahi tha.jabse arthvyavstha money(dhan) ke adharit ho gayi hai tab se ye teji mandi ka daur suru ho gaya hai.pahle ke time par manvta ka mulya-amulya tha. aaj ke time me jiske pass jyada dhan hai uska mulya jyada hai.kisi baat ki ati thik nahi hai.dhanvano ko path padhane ke liye-arth vyavstaha me god ke dhvra mandi ka time bhi lana jaruri hai.kyoki dhan duniya me sabkus nahi hai-dhan ke elava kus hai jo amulya hai-brhmandiya niti niyam-jo amulya hai-jiska mulya nirdharit nahi kiya ja sakta.manvo ko manviyta sikhane ke liye kus ghatnaye ghatit karni aavsyak hai.sabse accha vo hai-jo  hum apne liye na jiye par dusro ke liye jiye-dusroka bhala kare-apne hisse ki roti aadhi hi sahi lekinjarrurat mando ko de-jo apne liye jita hai vo is duniya me bhar rup jita hai.dhan-dhan or dhan ki khevna rakhne wale is duniyame bhar rup hai-is duniyame dhan ke siva aur bhi bahot kus hai-jo hame manvta ki rah pe chalna sikhta hai.kai log aisebhi hai is duniyame jo duniya se(ya kahe god se) lete bhaot kus hai par duniya ko vapis dete nahi hai-god ka bhi eek niyam hai-mai tumhe de raha hu tum jarrurat mando ko dena-par ajkal ulta dekhneko milta hai-sab duniya se le leke dhan eekattha karne me pade huye hai-vo jaruriyat mando ko kus nahi de rahe-sab apneliye aur apne baccho ke liye-ekattha kar rahe hai-dan ka mulya koi nahi samajta-isliye economy ka cresh hona banta hai.taki dhan ke lalchi ko malum pade ki apne upr bhi koi baitha hai jo sansar ki harek gatividhio ko bade dhyan se nihar raha hai -aur ye tay kar raha hai ki brahmand ke konse niyam break ho rahe hai.buddh ka madhyam margiy niyam uski jagah thik hi hai-jyada upar na chale jao-or jyada niche bhi nahi-madhya me raho taki santulan bana rahe.manvta ko na sodo.pure visva ka ek hi dharm hai manvata jo ajkal kabhi kabhar dik jati hai.economy to phir se uski rah chal degi-par aap log apna rasta(dharm-manavta) na bhoole-jyada dhan ke lalchi na bane-dhan keval jivan nirvah ke jitna ho vo hi bahot hai-jyada dhan bhi muskeli peda kar sakta hai.

Saturday, 9 July 2016

mai telepathi se harike sath batchit karta rahta hu,charcha ka visay hota hai purthvi ki main samsyaye jisse kus hal nikal aaye taki ye pruthvi ki samsyaye hal ho jaye.mai anya devi or devta se telipathi se bat karta hu taki ye univrse ka sanchalan sahi dhang se chal sake. par jab tak pruthvi ke manav-sahi mane me manav nahi ban jate tab tak ye samsyaye aakar leti rahegi.mai anya devi devtao ke sath bhi isi comunication ke jariye bat -chit karta rahta hu-yah jariya purana or davi devtao ke samay se hai-jisme na koi kharch hota hai-na kus hani.humara telephon isi sindhant ka anusaran karta hai.computer bhi devi devtao ke liye koi naee bat nahi hai.usi adhar par aaj ke computer hai-sab soch devi devtao ki hai jise manav -jat ne apnayi huee hai.par kuch purni tecnology abhi bhi manav-jat ke pass nahi hai-jo use atyadhinik bana sake-vo devtaoke pass hai.or vo aaage manavjatko gift me di jayegi.par vanaro kyarey sidha betha se? par uska bhi tod hai devtalogo ke pass. samay vyatit honeke bad manav ko sab samjaya jayega-unko samjaya jayega ki lalach me aakar koi niyam tode na jaye-niyam todne par kadi se kadi saja hogi-niyam,kayde se rahne vale par eswariy krupa hogi.aage abhi ek 'vagnanik yug' aa raha hai jisme janme log befam bannevale hai. jise eswariya urja(sakti) se control me laya jayega. mahvir swami ka wo stotra "jio or jine do" sab jagah dekhne milega. sab jagah santi or aanand hoga. ek aisa yug ayega jaha daivi saktiya or manav hilmil ke rahte dekhaee denge.koi baat razz ki baat, rahasya ki baat nahi rahegi.ek aisa bhi yug aayega jaha sara bhrahmand swarg jaisa sthal lagega.mai 3000 saal ke bad ki baat kar raha hu.sab jiv wohi ke wohi hoge bas rang rup badal gaye hoge."time machion"  vigyan ki ek bahtar khoj-atakke padi hai-or aisi kaee khoje(sodh)  jo bahetar se bahetar khoje hai vo aatakke padi hai kyo?-koi nahi janta-----sayad eswar ki abhi marZi hi nahi ki wo manavo ko gift(bhet) mai dee jaye--sabko amar hona hai par amar honeka nuskha nahi jante---vaise sab amar hi hai-par tukde tukde me-matlab jite ho marte-fir jite ho marte ho-ye chakra chalta hi rahta hai--aise sab amar hi hai agar mrutyu ko gaun samje--kudrat ke khel ko jo smaj gaya vo jivan chakra ko samaj gaya-hum to sab mohre(kath-putliya) hai-khiladi to wo hi hai. par jivan ki yahi sacchaee hai jise der saver sabko swikar karni padegi.halat eek se kabhi nahi rahte,wo badalte hai,parivartan pamte hai.aaj mandi hai to kal wapish teji aajayegi-mandi ko khalne ka samay hai to khalte rahna hoga.kal fir suraj niklega,kal fir badal sat jayenge.or fir ujala aayega.
iswar se koi na koi fariyad karte rahte rahte hai-prabhu tumne muje ye nahi diya hai-prabhu tumne muje vo nahi diya hai' are bhai santosh man-tumhe jo uchit tha vo mila hai-or parbhu sabko koi na koi visisttaye dete taki uska jivan nirvah ho sake. asantosh-lalach ki to koi simaee nahi hoti.jise jo mila hai vo uchit hi mila hai-swikar karke eswar ka pad(abhar-thank you) mankar jina chahiye-jise jo mila hai vo karya-karan ke sambandhit hai.santosh mankar jivan jina chahiye.ya vaise jina sikh lena chahiye-koi dhan(laxmi) mangta hai to koi pratistha ya pad(niyat sthan-jagah) ,koi baccheki ummid karte hai,to koi manpasand stri ki-aap kaho ge magar mang ne par bhi bhagwan kaha deta hai? or dene kaha aata hai?- to agar aapko vo dena uchit hogaya hoga(nahi uchit hua hoga to nahi milega)to eswar aisi sthitiya nirmit karenge ki vo aapko mil jayega.pratyx rup se nahi parox rupse.pratyax or parox rup ka bhed app jann jaoge tabhi aap jan jaoge ki eswar sabhi jagah mojud hai naye naye rup dharke.koi kahega iswar muje kahi dekhaee nahi dete.or koi kahega muje eswar jagah-jagah par dekhaee deta hai-har jagah dekhaee deta hai.najar najar ka fark hai-vaignako jise sirf hydrozen ka gola samjte hai use hum surya-narayan ke nam se pujte hai. sahi hai voto jivan data hai-unse to jivan ka ye chakra tika hua hai.eek gujrati kavi ki kavita hai "jya jya najar mari fare yadi bhari se aapni-jaha jaha meri najar jati hai vaha vaha me aapki yadi(nisaniya-pagla-pav ke nisan) dekhta hu. jaha ravi(surya) nahi pahuchta vaha kavi pahuch jata hai.kavi kudrat ka adbhut sarjan hai. aise najar -najar ka fer(bhed-farak) hai. sote balak ki kilkariyo me kudrat ,basti hai,vayu ke sangit me kudrat basati hai,nadiyo ke sur-surahat me kudrat baheti hai,sagarke ghughwat(lahero ki aawaz) me kudrat basti hai,chidiya ki chih-chihat me kudrat basti hai,bariski ramzam-ramzam me kudrat basti hai,kisi ke muh ki muskurahat-ya hasya me kudrat basti hai,ful ke khilne me kudrat basti hai,dhodh(zarna)ke girne se jo aawaj hoti hai usme kudrat basti hai,shih ki dahad me kudrat basti hai,hathi ke garjname kudrat basti hai,kisike rudan pe kudrat roti hai,aapke dil me kudrat basti hai.hasta wohi hai,rota wohi hai,khelta-kudta wohi hai,tum bhi wohi hai or maibhi wohi hai,wohi sab hai or fir bhi ma nahi hu mai nahi hu karta hai.ayaha waha wohi hai,nar or nari wohi hai-or fir bhi wo na nar hai na nari hai,wo koi rup me bandhta nahi,wo koi sabke andar rahte huye bhi sabse par hai.wo kisiki pakadme(bandhanme) aaye aisa nahi hai.wo kisiki samaj mai aaye aisa nahi hai,vo har jivan ki lay or tal mai hai-wo kanekan-(anu-anu) me hai,wo pale-pale or xanexan me hai firbhi log kahte hai ki wo kahi nahi hai.
kudrat kya kya karti hai -matlab kya kya kary karti hai wo hum yaha janenge -wo wakt wakt par hasati-rulati hai aisi bhavnaye jagani jaruri hoti hai.vo hame soch-vichar deti hai-jagat(word) ke kalyan ke liye karya karti hai.tumhari soch bhi tumhari apni nahi hai-aap log kahoge to fir mera apna kya raha mere me-isliye hi kudrat uss socha par apna adhikar nahi jamati-taki jivako ye rahe ki ye soch(vichar-idea) mera hai.-nahi to jiv ko jine me koi ras rahega nahi.hum bhagwan ke soch ke hi hisse hai."we part of god" isliye hum harek jiv god ki santane hai.albart aaeenstaen,nuton yakoi bhi xetra ke jo-jo logo ne jobhi sodh ye sansar ke liye ki hai vo eswar ke hi soch or idea ke tahat ki hai taki is sansar ko uss sodh se fayada ho-jin logo ka in sodh se nam juda hai vo nam judne ka srey unko eswar ne usse isliye diya hai taki vo sodh in logo ki mahnat ka natiza hai-par soch or idea eswar ka hai-jo use diya gay or usne swikara.aise parox rahkar iswar sansar ke kalyan ke karya karte rahte hai.eswar pryatax 100 miliyan mese kisi ko hi milte hoge jo is mulakat ke layak ban gaya ho-eswar harek ko darsan nahi dete.iswar ka karya-vichar xetra se hai.vichar kya hai-mind me chalti eek rasanik prakriya-vichar ek rasan hai.jo manusya ke kriya-kalapo or vartan vyavhar me badlav late rahte hai.kus sthapit vichar or satya se hi ye bhramand chalta hai-bhrahmand schalit karna vo kalyan ka karya hai-agar karya nahi kiya jaye to samay kaise katega-agar aap koi prvutti nahi karoge to aapka samay katega nahi-isliye karya or karan ko parspar sambandh hai.karya uttpann hua to ye bhi vichar nikla ki kaisa karya kiya jaye tab kush  bhut samay nikal jane ke bad kush niyam,siddhant,kayde kannon sthapit huye-jiske anusar ye brahmand chalta hai.agar sab sahi hota to hari ko srujan ko nast karne ka vichar na aata-par sab sahi harek time nahi rahta-kus na kus kudrat ke niyam ke viruddh chala jata hai-is bhrahmand me itni anicchittaye sakriya hai ki kudrat ko confusion ki sthiti aa jati hai.kya sahi or kya galat ka faisla karna padta hai-taki jivo ko kus bhi asuvidhaye na pahuche.ye anicchittaye tabhi humtegi jab sab shresthta ke aayam ko suyenge.manv ke malin huye man jab swacch ho jayenge-or unka vyavhar or vartan kisikobhi hani pahuchane vale nahi rahenge-aise hi ucchtam vicharo vali sabhyta aayegi-jo na vaicharik pap vali hogi na  vani(bolnemese jo pap hota hai vo) vali sabhyata aayegi,tabhi ye bhrahmand ki anicchataye hat jayegi.kali-kal(kal-yug) kahi nahi hai manav ke manme dera jamake baitha hai.harek manav aapne manme baithe is kali nam ke raxas ko mar denge tabhi vo naya yug aayega jo tharti par bhi swarg bana dega.
jab eswar ko jan jaoge tabhi aapko uski maya ka pata chalega-harek jiv ko har sitchuation(spaling galat hai muje pata hai) se pasar karna or harsthiti-paristhiti se avgat karana ye eswar ka dharm hai-taki vo bhavisyaki aanevali harek parsthitio me taeeyar rahe.lahlahate pak(dhan-dhanya) ko dekhkar jitni khusi khedut ko hoti hai vaisi hi khusi kudrat ko aanandit hote huye manusyo se hoti hai.kisi ke man ko dukhi dekh kar kudrat khud dukhi ho jati hai-par niyam or sinddhant ke anusar usse karna padta hai.(are yar ghani jagyaye(visesagyo na janavya pramane-aa varse bharat ma saro varsad thase tevu modi sarkar na aadesh anusar thayu ke su-pan haju sudhi sarkho varsad nathi thayo-modi sarkare lokone khush karwa-narowa-kujrowa kari didhu lage se.)"bhagwan taru ghar have setu rahyu se ketlu" jevo ghat se.kher gadi bija pate na chadi jay.kudrat ye khel sab kyo karti hogi ye sab ke man me hota hai-aage ki paristhitiyo me sabko taeeyar karne ke liye.pruthvi sab jivo ke liye ek path sala hai.jaha jiv kusna kus shikhta rahta hai.shikne ki koi umra nahi hoti.kus aisa shiko jo aapko aur dusro ke kam aa sake.jo dusroke kam aaye vohi sresth manusya hai.prutvi par kaisi kaisi sabhyata aayi or gayi-kyo eswar ko ekabhi sabhyata pasand aaee-koibhi sabhyata ko kayam na hone diya,khami(folt) wala kusbhi pasand nahi aata-eswar ne sresth  hi chahiye.usme utirna jo sabhyata hogi usko kayam karenge.baki sab atta jata rahega.dharm kya hai-vyakti ke hisse me aata siddhant ke anusar ka kary.abhi to hume manavta ka hi dharm sarvopari manna chahiye.jisme-koi unch nahi koi nich nahi,koi gora nahi koi kala nahi,koi garib nahi koi tavangar nahi(paise wala nahi) sabke prati saman bhavna rakh kar karya karna chahiye.manusya 'manavta ka dharm' nibha le vo hi bahut hai eswar ke liye.kadve-kadve vachan(bura bolne vala-manme chubh jaye aisi bat) bolne vala vyakti anya vyakti ki mansik hatya karta hai.-is vyavhar se dur rahiye-dusro ko pida hoti hai.hamensa eswariy krupa ke patra bane raho aisa vyavhar kijiye."iswar kaha hai" is atitude se dur is liye rahiye-kyoki iswer nahi hota to hum bhi kaise hote-agar kus nahi hota to sunya avkash hota.jisme na kush chahl-pahal hoti-na hul-chal.ek bar ek doctor ke hospital gaya tha mere bhai ke bacche ko lekar.waha doctor ke buzurg pitaji the.samne aqweriyam-(maslio ko rakhne ka kach ka patra) pada tha.usme masliya bhagam-bhag kar rahi thi.vo dekhkar doctor ke pitaji bole'juo juo maslio kevi satpatahat kari rahi se?" meine kaha"uncle jo masliyo tem na kare to jivi kevi rite sake?temne eek pravitti se satpataee ne bhagam bhag karvvu-jo panima eemni eem padi rahe to nirjiv lage-jivan matlab chetanta"
jo normal log hai-smanya janta vo kamsekam-daya,xama,dhiraj,dusroko setarna(dusro ke sath frod na karna),dusro ko sahi rah dekhana,jo aaatma na mane us karya ko na karn(kyoki jo ayogya babat hai vo koi bhi angle se ayogya hi hai.chahe use koibhi tariko se kare-jo yogya nahi hai vo kudratke niyam me bhi yogya nahi hai) jaise guno ko dharan kare-jo bhi bolo satya bolo -juth ka upiyog kabhi na kare-kudratke kannon me vo gunaeet pravvutti hai. acche karm kare-kisiko bhi nade(kisiko hairan paresan na kare) anya ki dhan sappati par najar na rakhe,kudratne jo aapko diya hai vo uchit hi diya hai-uske nyay me viswas rakhe.uss par sraddha rakkhe.vo kissiko anyay nahi karta.uttam gun rakhane se hi kudrat,bhagwan khush hote hai-chae fir vo usko mane ya na mane.nastiko ko bhi ant me usike pass hi jana hota hai.akhir vo kab tak stya ko jutla sakte hai.agar muje koi kahe ki stephen hoking namka vignanik jo america me hai vo eswar ki satta ko jutla raha hai-to me kahunga ki kudrat ko bhavisya me aane vali harek sthiti-parsthiti ki jankari hoti hai-vo or uske vichar pure world me nastik vad failayenge usska visnu ko pahle se hi gyat tha isliye usse oro ka mohtaj bana diya. aaj vo wheel cher par apni jindagi basar kar rahe hai. jo vyakti-jane,soche samje ,parkhe or fir bhi eswar ko nakar de to eswar usse konsi saja de vo aap samaj sakte hai.fir bhi aastik or nasstik eswar ke bacche-or bhakt hi hai.nastik vad ne kyo janm liya hai-kyo ki hum eswar ko apni najro se nahi dekh sakte-uska anubhav jarur kar sakte hai-ye sraddha or viswas ki baat hai.jo sraddha or viswash(andh viswash nahi-sudhbudh ke sath khuli aankho ka viswas or viswas jab janmta hai to sraddha khud-b-khud janm leti hai) koi bhi bhakt eswar ka darsan apni gyan-chaxu se kar sakta hai.kyo ki sach me mana jaye to eswar ka nakoi rang rup-swarup hai or na koi nam-iswar ek urja or prakash hai.jo avirat hai.iswar kisikebhi pakkad(bandhan) me na aane vala eek amulya tatva hai-jis se purna sansar sanchalit hai-or eswar na nar hai na nari hai.eswar ko janoge to abhibhut rah jaoge.uske darsan matra se aap sansar ke sare dukh-sukh bhul jaoge-lagega"mai tumhe dekhta rahu dekhta rahu' avarnniya sondrya,aank bhi na matka sake aisi aprtim prtibha.darsan matra se dhanya ho jaye aisa rup. par-par vo bhi to eswar ki hi lila hai ki mai bhakta ko aisa dekhaee deu.eswar ko gyani bhakt bahut pasand aate hai.vignan se eswar ko sahi tari ke se jan sakte hai.aage jake manviya vigyan bhi eswar ko milaga.tab jake samnavay hoga. or manvi vigyan bhi eswar ko sahi tarike se jan jayenge.abhi vigyan asmajas me hai-ki bhagwan hai bhi ya nahi.

Friday, 8 July 2016

kudrat ke vigyan ka ek niyam hai-us par viswas or sraddha rakho-vo jobhi karega accha hi karega or jo kudrati niyam sthapit kiye gaye hai9kudrati niyam bahut sodh sansodhan ke bad hi banaye jate hai-use smaya antar par jache or parkhe jate hai-bahut samay vyatit honepar use tathya ki kasoti par parakh ke use sahi ya galat sthapit kiye jate hai-or use sthapit karne ke bad vo patthar par ki gayi lakir ho jate hai usme badlav ki koi gunjaeesh nahi rahti aant time par vohi niyam or sinddhant chalte rahte hai-use badla nahi jasakta-jaise computer par koi program raning kardo to vohi chalta hai-kher computer me to pogram badla bhi ja sakta hai-kudrati niyam me badlav nahi ho sakta) kudrat ka apna vignan hai jise "god sience" ke nam se hum janenge. aajka adhunik vignan bhi yahi "god sience" ki den hai-sience ka ek niyam hai -koibhi sindhant ya niyam ko jacho-parkho or apni sudh-budh ke sath svikar karo-ya asvikar karo-svikar ya asvikar ke karan se avgat raho. kudrat ko bhi harek ghatnaye ghatit karneme time jata hai-vo ghatnaye uchit time(yogya samay) par nirdharan hoti hai-tatkal kuchbi nahi hota-is niyam ka swikar kudrat ko bhi karna hota hai.harek jiv ka apna jivan kal hota hai-uske jivan ka karya kal niyat hai.aise kudrat ka karyakal-"anant-time" hai. jaise hume jivan nirvah karne ke liye-or apne sab karya karne ke liye laxmi(dhan-rupiya-paisa-money) ki jarurat padti hai vaise hi kudrat ko apna sabkuch sanchalit karne ke liye "urja-Mc2) ki jarurat padti hai-jisse unhone jo sarjan kiya hai uska lalan -palan or sanchalan kar sake.vo urja unko"oum-om" se pradan hoti hai.oum ya om sabki urja ke strotra hai. or vo urja om ke mind me otomaticaly uttpann hoti hai.jisase hamara ye ghar-bhrahmand chalta raheta hai-or anant time tak chalta rahega. vaise to najarke samne sab kus mit jate dekkhaee deta hai -par yaha kusbhi mitta nahi. humbhi marte nahi-hamara sarir mar jata hai-hum manusyo ko or anya visnu dhwara sarjit jivo ko mrutyu or jivan ka chakra hota hai-harek jivan par agle jivan ki memory delete kar di jati hai taki dusre jivan me koi samsya na ho.or kudrat mrutyu nahi hai ha uska uttpatti-kal jarur hai par nast-kal nahi hai.yahi karya anant samay tak chalta rahega.kiska nash hota hai "asat' ka kon saswat hai "sat'.naswant vastuo ka moh mat karo vo to mitne vali hai.durguno se dur raho-apne andar sadguno ko panapne do-dikhne me sona or hire hi acche lagte hai-vohi manko santi dete hai-hans hote hai vo moti ka chara hi pasand karte hai-lakh jamana kharab dikhe par hame jamane se kya lena hai ye hum tay kare-or kya jamne ko dena hai ye hum tay kare-swatantra nirnay sakti harek jiv ko dee huee hai.
jivan ka arth kya hai-swarth me jite logo ka jivan koi jivan nahi hota(jo apne liye hi jite hai-uske jivan ke koi maeene nahi hote-uskea jivan ka bhi arth  nahi hai.) jivan vo hai jo anya ke kam aaye-kisi ko bhi madadrup bane-kudrat yahi pahla siddhant hai ki aap apne liye na jio par oro(anya-dusre ke liye )jio insan ka dharm hai ki tumhare pass ek roti hai to aadhi roti  kutte(ya fir tumhare jaise bhukh wale) ko do, daya, prem, vatsalya,xama jaise bhav kaha hai is duniyame?-aaj sabka jivan swarth- may ban gaye hai-sab apne liye jite aakho ke samne dikhaaee padte hai. dhire dhire laxmi ka mahtva sabke dilo dimag par havvi hota ja raha hai-jise dekho use paiso ke pise pagal dekhneme aarahe hai. -paisa hi mera bhagwan or paisa ka me gulam(das)-jaisi paristhitiya deekhaee pad rahi hai-aaj-kal world economey paiso par tiki-huee hai-jiske pass jyada paisa(laxmi) vo desh takatvar! vo desh koibhi desh ko hairan pareshan kar sakta hai.money-power ki bolbala hai-jaha money power par arth vyavstha tiki ho vaha creshing to aayega hi. yaniki mandi-tezi to chalti rahegi. aaj kal world economy cressh ki durghatna se gujar rahi hai-jiska adkatra asar mere par bhi hai.hota hai-chalta hai-kabhi kabhi ye din bhi dekhne padte hai insan ko-ye sab tamasha kudrat apni nigaho(aankh) se nihar rahi hai-kudrat kahti hai" betamji teji  thi tab to bahut tanmaniya(anand ke mare usalkud karna or dusro ko ignor karke jina) thay or ab meri yad aane lagi hai tuje-hehehehe mai to tuje tutane par hi yad aata hu hai na?" insan dukh padne par hi kyo iswar ko yad karta hoga-sukh me jalsa karta hota hai.uss time vo iswar ko yad bhi nahi karta hai.-iswar ko harek pal me yad karo "hari oum tatsat" vo tumhari pukar sunkar tumhare pass hi khada rahega.chahe sakant ka time ho ya normal time ya sukh ka time-mai to ye ajmanjas me hu ki manusya kisako sukh mantahai? harek manusya ki sukh ki vyakhya alag-alag hai-sukh ek salawa hai or man ka bhram hai-sukh ya dukh ye man ka karan hai-man ko hi sukh ya dukh hona lagta hai-dusra kush nahi hai. ye vichar par aaeeye" ye jo kus hai  vo kus nahi tha me se hai-pahle kush nahi tha,ab bhi kus nahi hai-or age bhi kus nahi rahega-kus tha nahi-kus hoga nahi-kus rahega nahi"-sunya tha sunya hi rahega-to satya kya hai-kon rahega-sunya-"me hu-hu par nahi-or nahi nahi(hu) par hu" iswar satya hai-or wo hi rahta hai wohi saswat hai. vignaniko ko vo "me nahi nahi(nahi hu) par hu-or or hu hu par nahi nahi" par vichar karna padega. isliye unko iswar kahi par dikhayee nahi dete.
iswar,bhagwan,allah,khuda,god sab ek  hi  hai bas unke swarup alag alag hai. koi bhi padarth-ya koibhi ankho ko jobhi dikhta hai vo-jiv nirjiv-brahmand ke grah or khud bhramand ya avkash koibhi eesi chij nahi jisme kudrat nahi hai.sab vo basta hai or sab jagah uski nigahe hai.aaj kal duniya-viswa-pruthvi- par iasa ghat raha hai-jisse mera hraday-rudan kar raha hai-kyo hum ek dusre ko marne par utaru hai-kudrat kahti hai-tumhe kisiko marne ka adhikar nahi hai-are tumhe to khudko marne ka(atmhatya karne ka) adhikar maine tumhe nahi diya hai-fir kyo ye?-tay samay par mot to sabko aani hai.tumhe marne ki avasyakta nahi hai.kudratne tumhe jivan diya hai,anandme jio or dusre ko jine do.mai ye traswadi pravttio ki bat kar raha hu-ye antakvadi insan hai jo wo logo ko berahmi se marte ja rahe hai.kyo?-khuda-allah to aise adesh de nahi sakte-kyoki kudrat to sabke kalyan me hi khus rahti hai. fir? ye log konsi "jihad" ki bat kar rahe hai- jihad ka arth to mohmmad sahab ne "kuran" me diya hoga-or agar nahi diya ho to jan lo-"jihad" ka asli arth hai-apne andar ki buraiya hai-usse jihad karo-usase lado-usko maro-use khatm karo.or apne andar panap rahe us saitan se sutkara pakar ek acche insan bano. khuda apne hi baccho ki hatya ke adesh kabhi nahi dete.vo to unka bhala chate hai-bhala vo kyo aise adesh dene lage-ha kus swarth parat logo ne "jihad" sabd ka arth palat diye hai. unhone apni khichdi pakaneke liye  ye sab kiya hai-par bure kam ka bura natija-unko bhi bhugtna padega-hey manav(insan) kya lekar tu aya jag me kya lekar tu jayega- kusbhi to tera nahi hai-or kusbhi to tera rahega nahi-fir kyu tu ye markat pe macha hai.khuda tujse naraj ho jayega to tuje kya saja dega ye janta hai tu?-to sod de ye marna katna ya bomb se kisi ko udana-kitna pap lagega tuje janta hai tu? mat kar ye sodde ye antakvadi ke dhandhe-tuje jihad karni hai to tere andar jo buraeeya hai usse jihad kar or use parast(hara dena) kar.or accha insan ban khuda khus ho jayenge or teri acchi acchi duaye kabul karega.is pruthvi ko nark(jahhanam) mat bana par use swarg(jannat) bana.agar tu aisa karega kuda tere pe maherban rahege.allah ke darbar me der hai andher nahi.time aane par tumhe bhi tere hakk ka jarur milaga.nahi tubh xan-xan til til marega or vo bhi ek janam nahi hajjaro janam marega tabhi tumhe ahesas(teri ruh ko ahesas) hoga ki mot kya hoti hai or jivan kis chidiya ka nam hai.tum agar ye padhte hoge to ye jan lo kuda tumse naraj(khafa) hai.khafa ka karan hai ki tumne is jannat jaisi pruthavi ko jahnnam bana diya hai-sudhar jao aantak-vadio.
mera sandesh muslim samuday ke logo se hai. khuda kon hai kaha hai or vo apne bhrhmand ko kaise chalate hai vo mai aage blog me likh chuka hu.jo aapne padh liya hoga-jobhi hota hai manav manke andar hota hai-koi insan bure hai to vo bure vichar ko accept karta hai isliye vo bure hai-vo khuda ke diye gaye nagativ raste ko pasand karte hai-isliye vo bura rasta pakde huye hai(yaha muslim bhaio ko bura nahi lagana hai-mai uus trasvadi insaan hai uske bareme bol raha hu jinnhone pure viswa me aantak machaya huaa hai-mai sajjan muslim-or khudake bande log ke liye aapni dua karta hu ki unke jivan me koi bhi agahtit(buri) ghatna na ghate) "jihad" akhir kiske sath "jihad"? mahmmad sahab ne " jihad ka arth ' kuran' diya hua hoga .manav ke andar ya koibhi jiv ke andar do babat mukya hai(1) nagativ urja or (2) positive urja ye urja se hum acche ya bure kam kar sakte hai. apneme positive urja ko badhana ya nagative urja ko badhana vo insanke hi hathme hai.tum nagative urjako pasand karoge to tumhare me nagative urja aajayegi-ji urjake badhne se sare bure bure karya hame pasand aayege-bure karyake natije bhi bure hote hai. acche karyake natije aache.                                                                                                                                                                                                                                                                                                            hindu sanskriti karm ke sindhant ko manti hai

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...