Powered By Blogger

Saturday, 17 January 2015

or kai dusri baate huee hai jo mjue is univers se uske swabhav se ya yu kahihe ki mere swabhav se, meri iscchao se ye univers behave karta hai. halaki mai sabme mere hi darsan karta hu, sabko dukhi dekhta hu to mai bhi dukhi ho jata hu, khus dekh kar khus bhi ho jata hu, mai wohi one pice hu jisse ye sari rachnaye hui, halaki mere jins se is prithvi ke lalan palan karne vale kai or ucch stariya, ucchkotike any tatv uttpann hue hai jo apni jimmevari nibha rahe hai, mai apni jimmevari nibha raha hu, mai kisika na bura chahne vala tatv hu,or na bura karne wala bhi hu,mujme kai khubiya bhi to thodi xtiya bhi hai.par manvo ko itni dilosoji jarrur deta hu ki manav samajka bhavisya prakashmay hai, use chinta karneki koi avsyakta nahi hai, unka nash kabhi bhi hone wla nahi hai, bas thoda hume samjneki kosis karna hai, hum bina karan kus nahi karte.jobhi ghatnaye ghatit hoti hai humare jiwan me uska koi na koi karn avsya hota hai.

No comments:

Post a Comment

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...