yaha aake(net pe) aake maine dekha ki sab ek dusre ke gala katne mai lage huye hai, najane hum insan kab banenge imins jenune human, kyoki yaha paiso ki khatir ek dusre ko lutne mai mache pade hai, net ke jo provider compniya hai jaise ki wo kus provide karti hai, unme galakap harifai lagi huyi hai. yaha mersath do american compniyo ne galat vyavhar kiya hai, ek jo payhmm.com hai jo mer kamaye huye $3755 ek mahine se nahi de rahi hai or dusri jo face book jisne abhi abhi mere account mese muje bina bataye 1.00 usd utha liye maine wo account block karw a liya. yaha sab jagah frod chalta ho aisa lagta hai, bade magar sote jiv ko kha jane ko haavi hai. yaha kadam kadam pe frod hone ka khtra lagta hai. isse to jo nahi padhe likhe huye hote hai unki duniya bhali changi chal rahi hai. muje ye samajme nahi aata ki ye log kab human banenge. agar aisahi hal rahega to muje lagta hai ki iswerko jaldi hi apni duniya simat kar soti kar deni padegi, pahle hum is prithvi par rahne ke layk bane. lagta hai yaha huminiti rahi nahi, log apne swarthme itna andhe ho gaye hai ki kisi ko orke problem ki koi padi nahi.matlab use lagta hai tera problem tel lene jaye muje mera udhdhar kar lene de(arthik uddhar-or manvta ka patan-matlab usme fir koi insaniyat baki nahi rahegi-bas use har jagah paisa hi paisa dikega-yah american niti hai,kahi par bhi use paisa hi dikhta hai-isi liye waha slowgan hai time is money. muje lagta hai american wasiyo samaj rahe unhe sabkus mil gaya hai-par santi kaha? kaha jayenge ye log akhir sabko ekdin markar iswer ko muh dikhana hai.
Wednesday, 21 January 2015
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment