ek jo mian sarver hai jo apne program hare computer ke anusar bhejta rahta hai vaise hi main computer(mins main mind) sabko uske anusar program (yani ki vichar,ideas) bhejta rahta hai. aplog mano ki na mano par aisahi hai. humare idea par bhi humara adhikar nahi hai, kyoki jise hum apna idea samaj rahe hai wo to koi orka hi hai. humara kane ko to is duniya me kusbhi nahi hai, kyoki wo sab to iswar ka hai.humari buraiya or acchaiya ki waha nondh rahti hai, ab hume ye jan kar apnemese burayiya nikal ni padegi or acchayiya ko apne dil me jagah deni padegi. me hari se milta hu or bahut sari bate karta hu, khaskar niti visayak. wo muje bina hichkichaye sab kus batate hai. kyoki vastavme vo muje unka bada bhai man raha hai.mai bhi dinme or rat mai hari smaran nirantar karta rahta hu.wo rat mai or din maibhi mere pass ate hai.kabhi charo taraf awaje sa jati hai, kisike ganeki awaj to kisike bolne ki awaj.muje ye awaje acchi lagti hai, wo sumadhur bhi hoti hai, kahi kahi deviyo ki awaje bhi sunaee dene padti hai. yaha swarg jaisa hi mahol ho jata ha. sab anand killol karte hai. kabhi kabhi muje naye naye( bhrahmandke ) sthal dekhne or ghumane lejaya karte hai, e sab visulition mai hota hai ,muje brahmandke naye naye sthal dekhne ka bada maza ata hai,isi bahne meri sair hojati hai.kus naye naye sarjan bhi wo dikhate hai. sunder sunder,disine bhi wo dikhate hai.kya rakhna chahiye or kya nahi rakhna chahiye usi bat par meri or hari ki disction chalti rahti hai. wo or sab deviya muje saxat visualition me dikhte hai, or mer sath, kabhi telepathi se to kabhi watavarn se bate karte hai.
Friday, 23 January 2015
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment