mera janm ahmedabad,gujrat usmanpuraki ek ispitalme date 25/6/1972 ko hua tha, meri mata nam nahi bataunga nahi to fir log miss use karna suru kardenge. wo sarkej se aage ek chachrawadi wasna namka gau aata hai -wo mera mosal hai. mere father truck driwing karte the. aaj wo or meri mataji or mera bicholiya bhai babu aaj is duniyame nahi hai. aajbhi muje mera parivvar incomplite lagta hai.unke bareme sochta hu to aajbhi meri aankhmese aansu nikal aate hai.unki dath kramash is tarikhko hui thi. meri mataji ki dath-19/3/20001 our inki dath se sadma lagneki wjwahse mere pitajiki dath 19/12/2002 ko hui, unko peralisis ho gaya tha.fir mere bicholiya bhai ki dath 25/7/2010 ko huiyi mene parivarme sabkush kho diya.
Tuesday, 13 January 2015
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment