jaise hi phon ki battry samapt ho jati hai, jaise hi gadika petrol khatam ho jata hai aise hi hamare naswant sarir ka samay kal samapt ho jata hai fir se batri char hone par fir ham naye jivan ki rah par chal padte hai.hamara harek jivan inhe jivan ke raste ka ek padao hi hai. hume ascche or bure karm se harine uchi pad or uchit jivan ke niyam se bandha hai. jaise uske karm bilkul vaisa hi uska jivan chakra. hume yadi jivan me kush safalta prapt karni hai, to kudratke jivan chakra ke niyamanusar rahna padega. hame unnti pani hai to sochmebhi kisi ka bura ho aisa vichar hume tyagna hoga. phir dekhiye kaise jivan chakra chalta hai, kamse kam aapke antaratma,(jaha ye jivan dene vala bhi basta hai) usko avsya santusti milegi. mai to itni prathna karta hu ki pruthvi parse sab buraiyo ka ant ho. koibhi burai yaha prithvi par na tike. satya humensa jitta hi hai. or burai hamensa harti hi hai. gandhiji ne jo jivan sandesh diye hai wo uchit hi hai, 1. bura mat dekho 2 bura mat suno or3 bura mat bolo usme mai ek or add karna chahunga 4 bura mat socho kisikabhi.(dusmankabhi nahi- kyoki uske karmoki saja use hari dega) age jake iswarka sayd yahi program bhi aye(1 lakh year) ki sabko hi amar kardo, par iske liye hume uski kasotiyo par par uttarna hoga.tab tak hum human ban jaye wohi accha hai.kisi ke hakkka sino nahi. or apne hakk ki rajuat usse karte raho. ha par hakk paneke liye apni farj apna jo dharm hai usko nibhana bhi padta hai. wo acchitarah apne nibhaya haiki nahi uski janchpadtal kiye bina apna hakk na mango. agar aapne apne jimmevari puri tarah nibhayi hai to aap waisebhi us hakkke dawedar hai.
Tuesday, 20 January 2015
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment