Powered By Blogger

Monday, 1 October 2018

                                                                    yaha mai aap logo se ek bat kahna chahunga ki krusna janm me arjun ko jab updesh yani "srimad bhagvad gita" ka gyan  de rahe the tab unhone kaha ki ye duniya stri-purush ke sambandh se uttpann nahi huee-ye bat vo(shree krushna-visnu ke avtar) us time nahi jante the.5 hajar saal ke bad us visnune abhi mujse jana ki ye duniya stri-purush ke sambandh se hi uttpann huee.aur us nagna satya ko bhi bata diya ki brahmand kis karan karyanvit hai-jivantta ke karan ko lekar karyanvit hai par vo jivantta takaye rakhne ke liye kis nagn stya ko adhar mana jata hai-ya brhmand kon se low par chal raha hai-ye sab charcha isi time par honi jaruri thi jo sab tatvo se ho chuki.                                                                                                                                                                                                              yaha do prakar ki duniya uttpann huee (1) jad aur (2) chetan jad mai aate hai graho,aur graho se nikli huee vastuye - by product- aur  sthul rup me bane huye sarir. chetan mai ate hai suxmatit se suxm aur suxma jagat aur sthul jagat ke jiv par sthul jagat mai sthul sarir vo chetan tatv nahi hai par uske andar basta atma aur buddhi jo suxma jagat ke tatva hone ke karan vo chetan avstha mai hai-jaise ki atma hoti hai par dikhti nahi, buddhi hoti hai par dikhti nahi.agar atma sarir se chali jaye to sarir chetan nahi rahega jad ho jayega. vaise buddhi magaj mai se chali jayegi to vo chetan nahi rahega jad ho jayega     -rah jayega  (brain dad avstha). sthul duniya ke jo jiv hai vo antrik-andar ke bhavo ke karan chalti duniya hai aur vo duniya chala rahe hai suxm aur suxmatit se suxm duniya wale yani ki mai oum aur suxm duniya wale yani ki visnu. aise puri system chal rahi hai. is ke bich me hame darsnik bhav hi rakhna padega.                                                                                                                                                                             mai showbazi yani ki kus show karne mai manta nahi. dikhawa karna muje kataee pasand nahi hai,kisi bhi chiz ka mai dikhawa  karta nahi. mai jo bat jaisi hogi vaisi hi razu karunga usme us bhasa ko alnkrut,saja dhaja ke nahi kahunga,par suxm duniya wale tatva aisa nahi karenge vo show karenge, bolne me bhasha ko alnkrut karke dusro par apna prbhav padne se nahi chukenge. kyoki suxm jagat bhav jagat hai, bhav se chalta hai,visnu ko vo srve srva hai vo dikhane ki adat hai,vo log pruthvi ka sanchalan kar rahe hai aur mai brhmand ka- vo mujse urja lekar apna sarjan pruthvi ki srusti chala rahe hai aur pruthvi par hi matra apna low chala rahe hai,vo mujse aur meri duniya se abtak ekdam anjan the-jo maine hi unko rakha tha- bas vo itna hi jante the ki kahi se oum ki aavaz aati hai aur hum se bat karti hai par vo dikhaee nahi padte aur unke dhyan me rahne se urja milti hai,vo ye bhi nahi jan paye ki humari suxm duniya me jo shesh nag hai jo hume dikhaee padte hai vo hi oum ka dusra swarup hai. is liye jo bhi devtaee granth likhe gaye usme muje bakat rakh ke aur mujse anjan hokar apni taraf se sab bat kahi gayi,aur muje sirf arnav,nad brham,ya nad parbrham ghosit kar diya gaya. aur visnu ne pruthvi par sthuul jagat ke jivo mai khud sarve sarva hone ki sabi banali, vaise muje  apni sbiya banane mai koi ras nahi rakhta mai karya karne me viswash rakhta hu.halaki visnu netural sarir se ek stri tatva hai,par usko purush tatva hone mai santusti milti hai,is liye khud ko purush hi bataya sab jagah usne. hakkikat me vo stri tatva hai.ab na is pruthvi par mera aur na visnu ka koibhi avtar hoga, kyoki pruthvi par avtar nle le ke hum kantal chuke hai uska option ab dhundh liya gaya hai. ye mera last avtar hai pruthvi par.                                                                                                                                                                                                                                                            treta yug,dhrapar yug,satya yug,kalyug ye to unhone sirf pruthvi sanchalan ke liye banaye huye yug ya low hai. par brhmand to ek hi low se chalta hai. uska nanant time tak ek hi yug rahta hai "brhmand yug" yaha chalta hai"universal time" yaha ye char yug ka koi mahtva nahi hai. visnu ka koi avtar "kalki" vo nahi hoga use maine hi "cancel "karva diya hai ab koi kalki avtar nahi hone vala kalyug ye to manav man ke bhitar rahe durgun hai use khud manusya hi apni eescha se andar se hatakar apne andar sadgun dalkar mita sakta hai. kalki avtar nahi hone vala chahe sastra juthe kahlaye. astu.

No comments:

Post a Comment

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...