visnukobhi maine aajtak( matlab 2008 me bata diya hai) nahi bataya tha ki mai aapka pita hu aur yogini aapki mata kyoki mai uchit samay aane par batane walo me se hu. jabtak samay nahi aata mai koee bat nahi battata tab tak nuchit samay ki rah dekhta hu. abhi maine unko unki sabiti ke sath(jo unko jis tarike ki chaiye us tarike ke sath di huee hai sabiti-sabiti dene ka karan vo abtak mujse anjan the pura suxm jagat ha suxm jagat me muje vo mere shesh nag ke swarup me jante the par muje vaha gaun kaxa se dekha jata tha) bata diya hai ki mai oum aapke pita aur yogini apki mata hai,aaj bhi dharti par jivan jite huyebhi in tetish krore devtao se telepathi ke jariye bat karta rahta hu kabhi kabhi " visulizetion" wali tecnologi se bat karta rahta hu par vo mujko hi sunaee deti hai aur mujko hi dekhaee deti hai.anya kisiko nahi. in suxm jagt ko mai dekh sakta hu aur sun sakta hu.sab jagah mere aur yogini ke tukde idhar udhar bikhre pade hai.yogini ka dusra swarup(manav rup) aaj mere sath meri patni' kanchan' ke rup mai hai par abhitak use kus pata nahi sayad aage jake use sab yad aajaye,par abhitak to nahi aaya hai. suxm jagat ke tatva visnu,mahadev aur brhma ko jab unki uttpatiya huee thi tab ki oum,oum karnese matlab oum ka mantrajap karne se aapko do prakarki urja milegi (1)karyakarini urja aur(2) anant time tak jivant rahene ki urja.aur vo log mere upasak aradhak ban gaye-dekha ki ha urja milti hai aur aise devlok-suxm jagat mera upasak-aradhak ban gaya.aajtak vo mere upasak hai. ye bat kahte samay (aap logo se) mere andar(mere antrikta mai) mai dekh raha hu ki mere mai koi abhiman nahi haimai ye bat aap logo ko nirabhimani hokar kah raha hu.mujme aap logo ko ya suxm jagat vale tatvo ko koee abhiman nahi deekhega. jo apne jivan me nadtar rup ho antraeerup ho use- us durgun ko manavo ko hatana padega. jaise kya kya rakhna hai jivan mai aur kya kya nahi rakhna hai jivan mai vo janiye. kya kya gun aur bhav rakhna hai..... prem,daya,karuna,paropkar ki bhavna,jivanbhar satya hi bolna chahe satya jaisabhi ho,nikhalasta,nirdoshta,niswarth ki bhavna,sab ek jaise hi hai aur ekmese hi uttpann huye hai aisi bhavna,nirbhayta, nirabhimanita,harekke prati mitrata ki bhavna,harekka kalyan karne ki bhavna,sinddhat ko chaj parakh kar jivan ke liye sahi sindhant rakhiye,vachanpalan,nistha,karmthta,brahmand ke karyakartao ke prati bhaktibhav,prembhav,viswash, sraddh (kaisebhi tute nahi aisi atut dagmagaye nahi aisi sraddha),dherya, jivan ke har miskilo se par utar jane ki xamta,vivek ,bado ka adar bhav,soto ko man sanman aur unke prati prem,xama dene ka bhav,kus galti(anjane me bhi) ho jaye to xama mangne ka bhav rakhiye.,pruthvi par se acchi-acchi bato ko chun-chun kar grahan kijiye.jo aapko acchi na lage un bato ko aap ignore kijiye,stya ka sath dene ki bhavna(chahe satya kaisi bhi sthiti ka ho ya kaisabhi ho jaise ki ek satya hota hai nagna satya(brahmand ka bhi ek nagna satya hai mai har satya se aapko avgat kara dunga par ye satya mai aapko nahi bata paunga kyoki ye stya aapko batane ka ye sahi samay nahi hai. aur age jake(samay ka prawah) aage chalega tabhi aap khudbakhud ye satya apne aap hi jan jaonge.) ek hota hai kadwa satya satya ka sath dena chahiye,dharm ka sath dena chahiye,jaise mereliye dharm hai-anant time tak jivantta takaye rakhna.aap sab jan gaye honge ki suxmatit se suxm duniya suxm duniya ko chalati hai aur suxm duniya sthul duniya chalati hai ye teeno duniya aapsme judi huee hai. kyoki ek se dusri duniya uttpann huee aur dusri se teesri duniya uttpann huee. astu
Monday, 1 October 2018
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment