Powered By Blogger

Tuesday, 2 October 2018

                                 vaise bhi visnu ko karna ye chahiye tha ki use pata tha ki bauddhik jiv pruthvi par aane vale hai to use maine kaha vaisa "vidio calling" wala yani ki "god vedeo calling" wala ek comunication ka ek jariya uttpann karna jaruri tha. usse nastik paida na hote aur pruthvi wala sansar chalane mai use sarlta raheti. sabko stul sansar me jine ki sarlta raheti. aur sab sawalo ke jawab milte rahete. aur dusra manusya avtar dharan na karna padta. akhir manusya avtar dharan karke bhi kya fayda ho raha hai-usne 9 avtar dharn kiye (vaise to kitne avtar dharan kiya hai)  aur jo-jo updesh diye jivan jine ke liye uska to samay ke pravah ke sath bahav ho jata hai,sab bah jata hai. usne pruthvi ke liye jo law rakkha hai "karm ka sinddhant" vo bhi tut jata hai- jaise ki ek pap karm na karne wala-acche karm karne wala aur usne rakkhe siddhant par jine wala insan ko dukh ,dard aur yatnaye milti hai, dusri aur pap karm karne wala usne rakkhe sinddhant par na jine wala insan mauj-aur mazza se jivan vyatit karta hai. ye sab hone ke karan ab manusya janm lena hume avsyak nahi lagta, mere manusya avtar (abka) lene ka uddesya ye tha ki usne jab mere pta ji (pruthvi par ke) dolaji ko uski (visnu ki) bhakti karte dekha aur use madad ke liye pukarte dekha tabhi usne muje (shesh nag ko) ade sh diya ki" he shesh pruthvi par mera dolaji nam ka ek bhakt hai use jivan me dukh hai usne muje madad ke liye pukara hai, mai abhi prutvi par nahi ja sakta-is liye tum pruthvi par unka putra bankar avtarit huo aur unki sat pedhiyo ko tar ke aa jao" uska adesh mante huye mai dolaji ka putra ban kar 25-6-1972 ko avtarit hua-is liye mere avtar ka abhi ka karya hai dolaji yani mere pruthvi par ke biological pitaji ki sat pedhiya tarne ka hai-jo visnu ki agnya hai jiska mai palan kar raha hu-agnya dete vakt bhi use nahi pata tha ki mai oum hu-uska pita-aur dusra karya hai ye dhundhna ki pruthvi sanchalan mai visnu ko kya kamiya nad rahi hai jiska pata mai nae 2008 ko laga liya tha. ab mera karya (pruthvi par ka) purn hone ko hai lagbhag panch sal lage ge tab tak jine iccha hai bad me chahe mrutyu(mere sarir ki) ho jaye koi bat nahi.                                                                                                                                                                                avtar lene ke bajaye" god vedeo calling" ke jariye (jise mai doso salo me pruthvi par launga) sampark me rahena accha hai. arthat mai brhmand sanchalak hu,aur visnu aur anya taitis crore daivi aur devta(karyakrta) pruthvi sanchalak hai unke law mai(unke pruthvi sanchalan ke law me) mai akhri tak interfear nahi kartapar akhri nirnay mera raheta hai.(yaha mera show karne ka kataee irada  nahi hai ki akhri sarve sarva mai hu-jo mai hu vo satya mai ne aapke samne rakha hai- meri puja,archana,bhakti,aradhna karo aisa mai kataee apko nahi kaheta.aap meri puja,bhakti,aradhna,archana karo to bhi hume humara karya karna hai aur nahi karoge to bhi hume jo humara karya hai vo to karna hi hai)                                                                                                                                                                         kya kya gun aur bhav aap ko apne jivan mai nahi rakhne hai vo janiye-nafrat,nirdayata,akaruna,swarthki bhavna,juth bolna,anikhalasta,kathor bhav,mai sabse alag hu wali bhavna,darki bhavna,krodh ki bhavna,abhiman ki bhavna,sabke prati dusman hone ki bhavna,kisika duskalyan karne ki bhavna,jivan me koi uchit siddhant nicchay karke narakhna,vachan palan na karna,anistha,akarmathta,brhmand ke karya kartao ke liye durabhav,nastikta,dhirajko na rakhna,jivan ke har muskilo me rote rahena,avivek, bado ka anadar,soto ka apman,xama na karneka bhav, kus galti anjane me bhai ho jaye to swikar na karna ki uski xama na mangneka bhav,pruthvi par se buri-buri bato ka grahn karna,satya kasath na dekar juth ka sath dena, ye sab apne andar mat rakhiye use nikal ke maine bataye vo sadgun rakhiye.

No comments:

Post a Comment

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...