maine dekha hai jab kharab ghatnaye hoti hai tab humanility- nastik vad ki or chal padti hai -jaise ki agar bhagvan hote to aisa nahi hota(ye bhagwan parse viswas uthneki bat hai) par maine pahle bhi age kaha hai ki jobhi vichar apke manme aaaye usko aap amalme layenge tabhi karm banta hai.or us karmaka -fal samay par milta hai- jaise ki ajkal rep ki ghatnaye(ye me sirf dakhla de raha hu) to jo rep ka duskarm karta hai uske manme pahle ye bhavna jagegi-bhavna jagi par vo jo turant ye apne vichar ko ukhd kar koi dusra vichar karle or rep wala vichar tyag de to vo ghatna nahi ho sakti-yahi hai ki aapke manme hazzaro vichar roj baroj aate hai par aap kiska vyavharik amal karte hai- us par aapka karm nirbhar hai- god to chahe kusbhi vichar bhej sakte hai aapke mind thru-par aap konsa vichar swikarte hai or konsa aswikar karte hai-unse age jake aapke life ki rup rekha nakki hoti hai. or god ko god hone ka proov karneki jarurat nahi hai. hum godke passse prooving result mangne me sote hai. agar tum unhe na mano to koi batt nahi na mano unko koi fark nahi padta. means god think-tere manne na manne se mera kus badalne wala nahi hai- aisa kyo hai-kyoki univers ke niyam tere hisabse to chalte nahi-jiske hisabse chalte hai wo sway unse mahitgar hai-or wo me hu me hu ka dhindhora sab jagah pitta nahi fir raha-yaniki god manta nahi ki bhai me hu-mehu-sab jagah- harek time pe logo ko kahta fire.jise usko mannahai mano na manna ho to koi bat nahi.tumhre manne na mannse usko koi fark nahi padta-that not effected your think-jaisa hai. jo log nasver(nash hone vala) ko na jankar saswat ko jante hai wo hi satya ko jante hai. baki sab chetnaye aatijatti rahti hai.
Wednesday, 11 February 2015
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment