Powered By Blogger

Wednesday, 11 February 2015

abhi human since ko god since se conect hone me kafi vakt lagega, par god since bahut hi alag ruls hai uske- main to human since ko proof ki jarurat padti hai god since visvas pe rul par chalta hai- jo god since ke rul hai uspar human  visvas karke chale to god since samajme aayega-or iswer kaha nahi hai kankan me hai bhagwan-tumhare antar atmaki aawaj hai bhagwan- sirf dekneki drusti yani najariya chahiye- nastiktaki drusti se dekho ge to tumhe god kahi najar hi nahi ayenge- teri na me bhi me hi hu teri hame bhi mehi hu-tu na kahta hai ki mai nahi hu to chalo teri rakkho mai nahi hu- or tu kahta hai ki mai hu to bhi sahi hia tu, tu kabhi galat nahi hai. mins tu jaisi drustise muje dekhega mai vaisi drusti se tuje dikhai dunga. tu kahega ki mai nahi hu.. to bhi kya fark padega god since ke low ko ya rul ko. to pleas ankhe mund kar jina sodo- muje dekho mai tujme hi hajir hu.mai kahi najane vala tatv ahrdam ahjir rahene wala tatav hu. mujko pyarse dekhoge to pyar paoge mujko naffratse dokhoge tobhi mujse to tum pyar hi paoge-na samaj samajke tumhe pyar hi milega.-ye hai god since ka rul. apna human since koso dur hai is rulse- vo abhito nastikvad se juj raha hai- par ek din sacchaee uske samne aayegi -human sinnce ke rul badlate rahte hai ,niyam bante or tutte hai, god since ke rul patther ki lakir hote hai vo anant time ko dhyan me rakhke banaye jate hai vo ekbar banaye to bana diye-soch samajkar- fir vo rul anant time tak chalte rahte hai, jabtak lage na ki is rul me badlavki koi jarurat ho-ya argently-avaasyakta ho.god since ka adhar chetnao or chetanta se hai-jab tak-(anant time tak) chetnaye rahegi her chetna ye rul follow up me rahegi. god ko dhundhna hai apne anter me jakiye wo waha baitahi- tumhari harek chetnaye chala raha hai,tumhare harek kriya kalap chala raha hai,tume tumhari samsya ya musibat mese rasta nikalne me guide kar raha hai. hum na rahe tum na rahe firbhi chetnao ka ye sansar chalta rahega.

No comments:

Post a Comment

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...