god ka na koi rang rup hota hai or na koi akar or prakar-par fir bhi sabhi rang-rup oar sabhi akar or prakar uske hai-or jo akar or parakar ya rang rup se bhi pare( means-usme na viswas karne vala) hai uske liye god ek prakashki punnjbhar hai- tum jis rangrup ki najar se muje dekhoge mai vaisa hu-tu jis akar prakar ko manme rakhke dekhoge mai vaisa hu-or tum koi rangrup or akar prakar ko nahi dekhna chahte-to mai prakashpunj hu na mera koi akar hai na prakar-narang na rup na mai male hu na female. sabme me hu sab mere me.sab jagah mai hu-sab jagah mereme. mai hu hu firbhi nahi or nahi- nahi fir bhi hu.sab mai hi karta hu firbhi mai kus nahi karta.or sab karte huye bhi mujme me kartaka bhav nahi lata. -ye hai god think. wo sab ko nahi milte unke niyam par khare utre kus hi logo ko milte or unse realy me bate(telipathi ke jariye) karte hai. jo mante nahi unme yakin rakhte nahi unke bhav ko dekhke god unse utni der tak dur hojate hai par jab anterme vo bhav ane lagte hai tab god unko unke hi antar- or mindwev ke jariye milte hai. maindwev-for godthinker wireles mesenger suvida ko kya kahte hai english me-fesility. wo hai. god massege telipathi ke jariye aate hai. jo us level tak mind ko le gaya ho use.- god thinker mentel nahi hote par bhale hote hai. unme durgun ke bajay bhalayi ke gun hote hai. wo god se telipathi ke jarieye mind ko godse conect karte hai. jisne bhi ye abhyash kiya ho use malum hai-ki aaj hum jo duniya dekh rahe hote hai usme hum manav sarir ke sath- anant time tak nahi rah sakte-par ye sarir time ane par nast hone vala hai- to vo telepether-jabse god se jude hai-tabse leke-jivan bhar godse jude rahte hai- nasvant chij ka koi moh nahirakhte-saswat ko janna chahiy or yahi saswat ko janneka ho to god since ko samajna padta hai-god kabhi bhi kisi ka bura nahi chahta-jo burayiya hum swarthke karan palte hai-woburaiya humari nasamjke karan humareme panapti hai or uska anjam age jake bura anehi ane wala hai.
Wednesday, 11 February 2015
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment