maine dekha hai jab kharab ghatnaye hoti hai tab humanility- nastik vad ki or chal padti hai -jaise ki agar bhagvan hote to aisa nahi hota(ye bhagwan parse viswas uthneki bat hai) par maine pahle bhi age kaha hai ki jobhi vichar apke manme aaaye usko aap amalme layenge tabhi karm banta hai.or us karmaka -fal samay par milta hai- jaise ki ajkal rep ki ghatnaye(ye me sirf dakhla de raha hu) to jo rep ka duskarm karta hai uske manme pahle ye bhavna jagegi-bhavna jagi par vo jo turant ye apne vichar ko ukhd kar koi dusra vichar karle or rep wala vichar tyag de to vo ghatna nahi ho sakti-yahi hai ki aapke manme hazzaro vichar roj baroj aate hai par aap kiska vyavharik amal karte hai- us par aapka karm nirbhar hai- god to chahe kusbhi vichar bhej sakte hai aapke mind thru-par aap konsa vichar swikarte hai or konsa aswikar karte hai-unse age jake aapke life ki rup rekha nakki hoti hai. or god ko god hone ka proov karneki jarurat nahi hai. hum godke passse prooving result mangne me sote hai. agar tum unhe na mano to koi batt nahi na mano unko koi fark nahi padta. means god think-tere manne na manne se mera kus badalne wala nahi hai- aisa kyo hai-kyoki univers ke niyam tere hisabse to chalte nahi-jiske hisabse chalte hai wo sway unse mahitgar hai-or wo me hu me hu ka dhindhora sab jagah pitta nahi fir raha-yaniki god manta nahi ki bhai me hu-mehu-sab jagah- harek time pe logo ko kahta fire.jise usko mannahai mano na manna ho to koi bat nahi.tumhre manne na mannse usko koi fark nahi padta-that not effected your think-jaisa hai. jo log nasver(nash hone vala) ko na jankar saswat ko jante hai wo hi satya ko jante hai. baki sab chetnaye aatijatti rahti hai.
Wednesday, 11 February 2015
yaha is visibale( jo hamari ankhe dekhti hai or mind ko bejti hai) duniyame aake sab log jab unki ummar hoti hai18 se upar tab is godki banayi mohmayi duniya me lipt(otprot-karya me vyast joki iswer ne hi unko diya hua hota hai or sab iswer se hi sanchalit hote hai) ho jate hai or usko yaha bhejne wle ko bhul jate hai-or manme jobhi burai ya acchayi apne bhav visv me aaye vo karte rahte hai. jobhi karm karoge atma-svay(jo godka ans hota hai wo) sakshi rahta hai.us karma karm ka fal avsya milta hai-fir chahe vo acche kiye ho ya bure- karm bandta hai-mindme jo soch aati hai usse karm karm nahi hota par us vichar ko amalme lanese karm banta hai-harek karm ka alag alag fal hai vo uske niyma anusar deta rahta hai.abhi tatkal namile to uska matlab ye nahi ki us karm ka fal nahi milega uska time vo tay karta hai.jab time aata hai usi vakt us karmka fal milta hai-par human ko apni karmke fal ki chinta kare bina acche karm karte rahna chahiye-accha karm aor bura karm kya hai vo jab karm ko aap amal me lao tab apni antar atmase pus lo-ki ye accha hai ki bura-apni aantaratma apko guide karegi. apni antar atmase or samay se bada koi guru nahi hai. unse guidence mangte rahiye-kyoki khudki samsya ye khud hi jan sakte hai koi or nahi. naswer ka moh,swarthvritti -sodiye-sab godki santan hai, sabko khusi-anand na desake-to apni orse kisiko-dukhi na kariye-naswant duniya hum yaha astitve rakhte hai tab tak hai, badme hume saswat-jo nast na ho us duniyame-jana hota hai-koibhi-jo yaha vartman timme hai-ya bhutkalme the-anant time tak hajir rahne wala nahi hai-sabkoekdin ye duniya sodke jana hai-chahe jivan bhar usne kamakama ke paise ikkatthe kiye ho-means amir ho ya garib-usko jana hota hai-khali hath ayethe hum khali hath hi jayenge.
god ka na koi rang rup hota hai or na koi akar or prakar-par fir bhi sabhi rang-rup oar sabhi akar or prakar uske hai-or jo akar or parakar ya rang rup se bhi pare( means-usme na viswas karne vala) hai uske liye god ek prakashki punnjbhar hai- tum jis rangrup ki najar se muje dekhoge mai vaisa hu-tu jis akar prakar ko manme rakhke dekhoge mai vaisa hu-or tum koi rangrup or akar prakar ko nahi dekhna chahte-to mai prakashpunj hu na mera koi akar hai na prakar-narang na rup na mai male hu na female. sabme me hu sab mere me.sab jagah mai hu-sab jagah mereme. mai hu hu firbhi nahi or nahi- nahi fir bhi hu.sab mai hi karta hu firbhi mai kus nahi karta.or sab karte huye bhi mujme me kartaka bhav nahi lata. -ye hai god think. wo sab ko nahi milte unke niyam par khare utre kus hi logo ko milte or unse realy me bate(telipathi ke jariye) karte hai. jo mante nahi unme yakin rakhte nahi unke bhav ko dekhke god unse utni der tak dur hojate hai par jab anterme vo bhav ane lagte hai tab god unko unke hi antar- or mindwev ke jariye milte hai. maindwev-for godthinker wireles mesenger suvida ko kya kahte hai english me-fesility. wo hai. god massege telipathi ke jariye aate hai. jo us level tak mind ko le gaya ho use.- god thinker mentel nahi hote par bhale hote hai. unme durgun ke bajay bhalayi ke gun hote hai. wo god se telipathi ke jarieye mind ko godse conect karte hai. jisne bhi ye abhyash kiya ho use malum hai-ki aaj hum jo duniya dekh rahe hote hai usme hum manav sarir ke sath- anant time tak nahi rah sakte-par ye sarir time ane par nast hone vala hai- to vo telepether-jabse god se jude hai-tabse leke-jivan bhar godse jude rahte hai- nasvant chij ka koi moh nahirakhte-saswat ko janna chahiy or yahi saswat ko janneka ho to god since ko samajna padta hai-god kabhi bhi kisi ka bura nahi chahta-jo burayiya hum swarthke karan palte hai-woburaiya humari nasamjke karan humareme panapti hai or uska anjam age jake bura anehi ane wala hai.
abhi human since ko god since se conect hone me kafi vakt lagega, par god since bahut hi alag ruls hai uske- main to human since ko proof ki jarurat padti hai god since visvas pe rul par chalta hai- jo god since ke rul hai uspar human visvas karke chale to god since samajme aayega-or iswer kaha nahi hai kankan me hai bhagwan-tumhare antar atmaki aawaj hai bhagwan- sirf dekneki drusti yani najariya chahiye- nastiktaki drusti se dekho ge to tumhe god kahi najar hi nahi ayenge- teri na me bhi me hi hu teri hame bhi mehi hu-tu na kahta hai ki mai nahi hu to chalo teri rakkho mai nahi hu- or tu kahta hai ki mai hu to bhi sahi hia tu, tu kabhi galat nahi hai. mins tu jaisi drustise muje dekhega mai vaisi drusti se tuje dikhai dunga. tu kahega ki mai nahi hu.. to bhi kya fark padega god since ke low ko ya rul ko. to pleas ankhe mund kar jina sodo- muje dekho mai tujme hi hajir hu.mai kahi najane vala tatv ahrdam ahjir rahene wala tatav hu. mujko pyarse dekhoge to pyar paoge mujko naffratse dokhoge tobhi mujse to tum pyar hi paoge-na samaj samajke tumhe pyar hi milega.-ye hai god since ka rul. apna human since koso dur hai is rulse- vo abhito nastikvad se juj raha hai- par ek din sacchaee uske samne aayegi -human sinnce ke rul badlate rahte hai ,niyam bante or tutte hai, god since ke rul patther ki lakir hote hai vo anant time ko dhyan me rakhke banaye jate hai vo ekbar banaye to bana diye-soch samajkar- fir vo rul anant time tak chalte rahte hai, jabtak lage na ki is rul me badlavki koi jarurat ho-ya argently-avaasyakta ho.god since ka adhar chetnao or chetanta se hai-jab tak-(anant time tak) chetnaye rahegi her chetna ye rul follow up me rahegi. god ko dhundhna hai apne anter me jakiye wo waha baitahi- tumhari harek chetnaye chala raha hai,tumhare harek kriya kalap chala raha hai,tume tumhari samsya ya musibat mese rasta nikalne me guide kar raha hai. hum na rahe tum na rahe firbhi chetnao ka ye sansar chalta rahega.
koi bhi chij otomatik nahi hoti hum jante hai ki kisi chij ko uttpann karne ke liye kusna kus karya avasy karna padta hai. or vo karya chetnasil tatv hi karte hai achetan tatav unke swabahv anusar behev karte hai.achetan tatv tatasth sthiti me hote hai.koi bhi jij ka uttpan hona ki use uttpann karna karya-or karan ka sabandh rakhta hai-since ye bilkul namane ki univers otomatic uttpann hua hai- kyoki agar otomatic uttpann hota -to itni satik vyavsta na hoti jo anatkalin chalne ke liye banayi jane vali banayi huee ho aisi-mera matlab hai agar otomatic uttpann hua ho to vo uttpann hote hi avyvsthake karan khatm ho jana chahiye-par anadi kalse aisa nahi hua hai or age bhi chalta rahe aisi satik vyavsta univers ki hai. usme naya -naya vikas(parivartan) ho rahe hai or vo parivartan tik bhi rahe hai-jo parivartan purana hogaya-ya purana ho gaya vo thire thire nast hota hai. mera matlab hai agar hum koi contruction site par na jaye kabhi,ya koi khedut ke khetarme jindgime bhi kabhi gaye naho or bad me achanak ek din us site ya khetarko dekh le to jarur humari soch aisi hogi ki ye jo imarat khadi hui hai wo otomatik jamin mese uttpann hui hai,ya khedut ke laherate pak ko dekhke ye jarur soch aayegi ki ye lahrata pak kisiki bhi mehnat kiya bina otomatic uttpann hua hai. kaisa jok jaisa lagta hai na! yaha otomatic kush nahi hota uske piche kisiki mehnat hoti hai. ab hum contraction site par jaye.contruction hone ke bad jaha koi bhi naho or hum resarch karke ye pata lagaye ki ye building ret,cocret,or cement,eet se banayi gayi hai, ha hamne yeto pata laga liya ki ye building ye sab matereal se bani hai. par hum ye nahi pata laga paye ki ye otomatik bani hai ki kisine isse koi karan ke liye bana hai- bas since aaj isi mod par aa khada hai. -par since ka ye manna bilkul wajib nahi ki ye univers otomatik big bang se bana hai big bang ek jariya tha univers ke uttpann honeka.
Subscribe to:
Posts (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...