kudrat satya hai, satya hi kudrat(god,iswar,allah,bhagwan) hai. harek ka satya ko dekhneka najriya alag-alag ho sakta hai-par satya to satya hai.wo hi tika rahta hai-anant time tak-mai or aap uss satya ke hi roop hai. par panch tatvo ka bana hua ye sarir satya nahi hai-usko(sarirko) chalane vali aatma satya hai-aatma(tatva) ke bhi roop hote hai aatm(jo samanya hoti hai-vo parmatma ka aans matra hoti hai) mahatma( jo aatma se vissesh hoti hai or uske karm- unch vargke hote hai) or parmatma-jo sabse pahle(jiski uttpatti sabse pahle huee hoti hai vo) uttpann huye hote hai. jo sabse pahle uttpann huye hote hai unke hatme ye jo deekhaee padne vali duniya ka niyaman karte hai,wo aapneme aanewale bhawo se par hote hai-matlab vo bhavo ko apni tarike se use karte hai bhav unko use nahi kar sakte. duniya ke sab jivo ke liye ek hi master mind soch sakta hai jise aap god,bhagwan, iswar,ya allah ka name dete hai.usika sab ye program hai-jo uske sarver se aapke computer me dakhil hota hai,vohi tay karta hai ki kisko kab hasana hai,or kisko kab rulana hai,kisko kab saja(koi gunah ki)deni hai orkaise prakar ki saja deni hai. wo hi duniya ka kab kesa karna hai sochta rahta hai-vo hi sabko sab idea bhejta hai or vohi itihas ko badlta hai-vohi sabko uski jarriyat mujab ke vichar(thinking) bhejta hai-or vohi vichar ko unke name kar deta hai.usika(master computer-master-sarverka) sab program hai-vo sabko kyo nahi dekhee deta?-uska jawab me pahle de chuka hu-phir se deta hu wo hamare tumhare jaise sarir wale nahi hai- vo vayu rup sarirwale hai sab jagah vyapt hai-unko sab dekhaee padta hai,or sab sunaee padta hai-aap se wo contect bhi karte hai-kabhi teli pathi ke jariye,kabi kisi batka idia deke,kabhi manme uthe kus sawalo ke jawab deke,kabhi kisike jariye kisi behad jaruri baat me madad karke-wo harek jagah vyapt hai.duniyame jobhi bouddhik hai wo buddhi-gnyan ki drasti se unhe dekh sakte hai our unka asirwad prapt kar sakte hai hai-gnaniyo ki drusty(najar) se bhagwan supa nahi hai.sab vichar,or idea unke hone par bhi vo jo jo jivo ko ye vichar diye hai unke name kar dete hai-taki itihas me unka name bana rahe.jaise abhi india me ek uttam vichar aaya hai-abhi do hi mahine huye hai use vichar ko-vo vichar india ka itihas or sistem dono hi badal ke rakh dega. vichar kya hote hai or kyo uttpann hote hai(sitchuation ke hisab se kudrat bhejti hai-yani hamare mindme vo camical prakriya karti hai) ye janna ho to janiye ki vichar hamare maind me camical prakriya se uttpann hote hai(maine mind ke bhago ki samaj aapko pahle hi de di hai or us bhagke kamgiri ka bhi vislesan diya hai-agar aage aapne padha ho to) bhav bhi isi camical ke hi bhag hai-jise prem ka bhav,nafrat ka bhav,daya ka bhav,sexka bhav,-or na jane kitne bhav hamare mind me usbhav ke alag alag camical ki vajah se hote hai-aajkal vignanik ye dhundh rahe hai ki hamare siva kahi jiv hai ki nahi? par unko aise jiv nahi milenge kyoki vo pani ke siva koee jiv ji hi hi nahi sakte-is vichar se upar uthte hi nahi-halaki muje pata hai ki aisebhi jivan hai ki jo hamare jaise sarirwale nahi hai-vo vayu se bane sarir wale hai jo hamari najro se nahi deekhenge-unko karya karne ki urjake liye hamari tarah-khorak ki aavsyakta nahi hai,vo na khate hai,na pani pite hai,na hugte hai na mutate hai or na lambe samay sote hai.unko karya karne ke liye sarirko karyame laganeki jarurat nahi padti balki wo mind power se karya karte hai.bas ab dusra post bad me.good bye dosto.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment