prajsattak din ki mai bharatvasio ko badhaeeya deta hu aur eek aisa din bhi aaye jaha bharat duniyaka sitara rastra ho aisi mano kamna karta hu, jay hind. bharat ujjwal bhavisyaki aur badhe yahi subheccha. mere vichar se kaliyug kaha par hai? to kaliyugne aajkal-logoke manme,dilodimag pe apna kabja jamaliya hai.hum tabtak sahi mainome aajad nahi huye jab tak hum in kaliyugi vichardhara se mukt nahi ho jate- mai aapko eek udaharan deta hu-kudrat koi eek particuler sitiuetion par do vichar aapke pass rakhti hai-aapke mindme uske bareme mai udaharan de raha hu-eek pita ne aapne balak ko chek karne ke liye ki wo buddiman hai ki mand buddhi. ye dekhne ke liye usane choklet ke do repar liye eek rapar dikhawe me itna aakarsak tha ki balak lalcha jaye wo leneme-us pitane dusra rapar anakrshak-dikhaveme pasand na aye aisa repar liya. akarshak raper me usne eek kankarpar thodi choklet upar laga di eek jagah aisi sodi jisse gaur karnepar hi thodasa kankarka bhag deekhe.usne wo akarsak raper par aise lapeti taki wo kankar walabhag deekhe.aur anakarshak raper me asli choklet lapeti. vo us balak ke pass pahucha or smit kiya,balakne bhi apne pita ko dekh smit kiya..pita bola,:" beta me tere liye kya laya hu dekh, choklet khani hai na?" bacche ko ha me matha ( mastak ) hilate dekar pita bole:"to le beta ye choklet" aur fir pitane do hath me choklet rakhkar hath lambe kiye,balak dekhta raha, pita bola:"koi eek hi choklet lena beta" balak dono choklet ko gaur se dekhta raha-usko akarshak chamchammate repar ne lalchaya aur usne fatak se wo choklet leli-kholke khaee(pita ko ye ummid nahi thi ki wo wo hi choklet pasand karega) fir balak ne wo choklet ka raper kholker khalee. pahle pahle to chokletka swad mila par bad me usne thu..uu..karke kankar thuka. bas kudrat ka bhi yahi hai. usse kudrat ko uska bhavisya kis aur le jana hai(uske bhavisyako kandar ne ke liye-uske bhavisyaka rasta sunischit karneka rasta banane ke liye) madad milti hai. kudrat xan-xan parixa leti hai. ab ye vichar mai kaisa hai,vartman time me ye konsa vichar pasand karta hai-ye sab kudrat dekhti rahti hai-kudrat sabke ander hai-nastik ke ander bhi aur aastik ke ander bhi,wo ander baithe baithe harek baat me marg darshan deta raheta hai.aapne kisike sath ayogya vartan kiya hai tobhi usko malum raheta hai-aur eek din panishment me wo dusroke pass se bhi aapke prati ayogya vartan karwayega.taki us time jisse aapne ayogya vartan kiya tha usko kaisi filing huee thi wo dekhaneke liye,aapke sath bhi dusro se ayogya vartan karwayega.taki aapko lage ki -nahi us din maine uske sath yogya vartan nahi kiya-ab kisike sath bhi aisa nahi karunga.kudrat ke sab ans hai,wo sab me mojud hai,sabko saman samjiye,kisike sath koibhi prakarka bhedbhav na rakhiye.kudrat khus hoyegi.waise sarirkidrasti se chahe hum bhaee bahen na ho par aatmik,parmeswar ke ans ki drasti se hum sab bhibahen hi hai,humara sabandh yahi hai.hum sab eek dusre se jude huye hai.kisike sath bhi bura vyavhar na kare.agar bhul sebhi ho gaya ho to eswer se xama mang lijiye.eswer dayalu aur xamasil hai-wo aapko ees vyavhar ke liye xama kar denge.krodh,koibaatke liye kisiko xama na karna,daya na dekhana-kisi se nafrat karna,juthe bolna,bure-bure khyal-vicharoko apnana,chori karna,kisike sathe frod karna,kisi particuler baat me aapna hi swarth rakhna,beimani karna,kisi stri ke sath uski marji ke virudh jabarjasti karna,koi vyasanke aadi ho jana, juaa khelna,nasili chijoka sevan karne jaise durgunoka tyag kijiye,us durgunoki gulami mese sutiye-mukt ho jaeeye-tabhi sahimainome hum aajad huye mane jayenge.jay hind.
Thursday, 26 January 2017
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment