agle post me aap ne jana ki, pruthvi jaise grah ke jivan chlane wale parmatma-dev or devio ko jine ke liye or sab unko sope gaye karya karne ke liye jo sakti chahiye uske liye hamare jaise khane pine ki aavsyakta nahi padti,par vo oum(jo sunya hai-kusbhi nahi-par sabkus hai-or fir bhi kus bhi nai-samjne me dikkat ho rahi hai na!-jaroor hogi-par mai aap ko dhire dhire karke samajki us xitij tak le jaaunga jaha se aap saaf-saaf oum ko dekh sakenge) ke pass se unki aaradhna karke unse kruparup jine ki or karya karne ki urja prapt karlete hai. ye urja unhe sope gaye karyake liye or jinda rahne ke liye paryapt hoti hai.sabko di janevali urjaka star alag-alag ho sakta hai taki us urja se vo unhe diya jane vala karya kar sake karya wo hota hai ki oum ke bad unhone(brhma,visnu(hari),or mahesh or anya dev deviya-jo oum or yogini se uttpann huye unke santanne) planing karke jo pruthvi jaise grah uttpann kiye un sajiv nirjiv(nirjiv yaha kusbhi nahi hai firbhi likh raha hu-kitni aisi vastu-chije hai jiska maryadit ayusya hota hai) kalyan ke karya karna-rastese bhatak gaye ho to unko sam-dam-dand se rah deekhana.unpar krupa varsana,agar acche karm kar rahe ho(bouddhik jivo ke liye) to unko usi rahme chalne ke liye protsahit karna.kul devi ya kul devta ka karya hota hai unke kulki raxa karna or unka arthik or samjik utthan karna or unko sohrat or prasiddhi dilana. sab ka karya hari ne sab ko sop diya hai-our sabko diye gaye karya ke liye jo jo-jitni jitni urja chahiye vo oum dhwara prapya hai-hoti hai.or agebhi anant time tak hoti rahegi-muje us vigyanik kaname yad nahi sayad aistaeen hi hoge jinhone khoj nikala tha ki brhmand me urjaka(white white prakash-light) vipul bhandar hai ki aankhe chundhiya jaye or mind baher mar jaye-sayad unko oum ki anubhuti ho gayi hogi-or fir unhone eek sutra diya MC2(mc sqwer2) unko laga hoga ye maine kya dekh liya-sayd ye dekh ke wo bechen or vichlit rahnebhi lage hoge-unhone oum ka urja bhandar dekh liya hoga. ab muje bat karni hai aatmao ke age ki jabse harine prutvi jaise grahka planning ke sath nirman kiya tab usne lambe time ke bad pani,pad poudhe ke nirman ke bad usne sarir vala jiv ka nirman kiya, vo dekh ke use jo khusi huee kah nahi sakte-badme alag-alag sajivo ka nirman ka prayog vo karta gaya-use khelta kuudta dekhke use bahot khusi milti thi-jo sabdo me bayan nahi ki ja sakti hai.bahot sajivoka nirman usne kiye or pasand nahi padne par nast bhi vo kar deta tha,jo uske niyam me nahi rahte usko vo nast kar deta tha,ye jiv acche nahi use nast kardo-ye jiv acche hai use rahne do-yesa vo kaee bar karta rahta tha-usse sarjan me sresth chahiye tha-fir aise karte karte karte usne manusyo ki uttpati ki-uskikhusi dekhne layak thi-dhire dhire usne manusyo ko buddhiman samja-unke liye karme ke niyamo ko gadha.use karm ke anusar acche karm karne valo ko acche acche fal dene laga-dekha ki jo sarir ke sath(panch tatv vale sarir) jiv banaye hai vo maryadit time me unka sarir niskriya ho jate hai(yani unki mrutyu ho jati hai or vo uske pas chale jate hai-vo jivo ki uttpatti ke liye apna ans usme dalta tha-) fir suru hua punar janm ka chakra--vo us jivtma jo uske pass gaya mrutyu pamke use uske karm ke anusar naye avtar me bhej dene laga-bad me use pata chala ki aise karte time uske dimag me agle janm ki yad bhi sath me jati hai tab usne uske pas mrutyu hone ke baad me jo aatma aata uske dimag se us janm ki yad mitane,delete,erese kar dene ke bad hi naya janm deta-taki use dusra naya jivan ji ne me koi dikkat na hoye-aise suru hua aatma ki age ka sil sila-matlab abhi jo jiv or bouddhik dikh rahae hai unki ag 400 karod sal hai abhi ke sarir ki umra na dekhe to vo kaee bar janm le chuke hai par unko agle janmo ki yad nahi hai kyoki vo janmo ki yade mitaee ja chuki hai taki ye janm vo bina dikkat ke ji sake or agle janm ki yade use ees janm me distrub na kar sake.
Thursday, 19 January 2017
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment