Powered By Blogger

Monday, 30 January 2017

song here mere nishan.
i like this song---hai kaha mere nishaan---god immotion.

                                                       AA KHUD SE DOSTI KARLE                                         *******                                                                  **********************                                                                                                                                                                                                                                                        hay manusya...tu mujko kaha kaha dhundhta hai...par tune kabhi apne andar jak ke dekha hai...mai waha baitha hu..tumhare hruday me. kabhi apne aap sebhi mil liya karo..tabhi tumko ahesaas hoga ki mai kitna divya hu.mai hamensha uttaum(sresth jo ho use) ko pasand karta hu chahe koi bhi baat ho mai ucch kaxa ko pasand karta hu---tu bhi meri(apne aapki) sangat karle sahi rasta hi dikhaunga...mai harek jiv mai basa hu..uska sahi path darsak(marg darsak) raha hu...(tu mujme hai mai tujme hu)...kisi ko bhi mai vinash..ki aur nahi le jata...(jo ander ka tumhara jiv hai..usko maine swatantra nirnay lene ki swatantrata baxi hai....mai koi bhi babat me salah(marg darshan karta hu..use manna..na manna..ye tumhare jiv ka..vyaktigat abhipray hai) tum durguno ko swikar karna chahte hai to mai tujme manomanthan karwaunga..bhai ye bahot bure haote hai...uska anjam..bura aata hai..tum(tumhara jiv) kahega nahi nahi muje wo pasand hai..to mai kahunga..(tumhare andar ke mano manthan ki ye baat kar raha hu) maine tumhe uske gair fayde bataya..uska anjam bataya..fir bhi..tum wohi rasta pasand karna chahte ho to bhog tumhara...usme mai kya kar sakta hu?..(choecees is your)..tum wo raste par apni marji se ja sakte ho...aage jake.. uske anjam ka muje pata hai..par aap atma(khud ko) dabake( meri baat na man kar) chale ho.. to aap ko vinash se maibhi nahi rok sakta...isliye..jiv hi khudka.. mitrabhi..hai aur khudka satru..bhi...khudke stru..ko mai vinash..ki aur le..jata hu...kyo..ki..asrest..(uttam nahi aisa..ko mai pasand..nahi karta..mai ussse naraj rahta hu)...isliye..uttam guno..ko..pasand kijiye..jo..aapke vyaktitva...ko nikhare...aapka..dusroke..manme..sthan..banaye...uttam..guno wale..manusya..baniye..mai khus hounga..aapse..is..liye..kahta..hu..kabhikabhi..khudse..milliya..kijiye..kudme rahe..guno-durguno..ko janiye..aur fir..us durguno ko aapmese hataeeye..dur kijiye...aapko ..sresth..vyakti sabit.kijiye.jiske liye..aapne.. ees dharti par janm liya hai.yaha sab jiv divya hai..kyoki mere hi ans se sab...karyanvit hai.....aise...mai(mera swa)..sansar ka niyaman.. karta hai...mera swa..aap me..karyanvit...honeke..bawjud..sanssarik kriyao...se par...rahta hai..wo...sirf..marg..darshak..aur...darshnik ki bhumika..me rahta hai..vaise to mera swa sab jagah maujud hai..kanekan..me karyanvit hai..par aapke ander..(hurday me)..jita jagta..baitha hai. is liye hi kahta..hu..muje kahi aur na dhundhiye..me aapme jita jagta..baitha..hu..aaayeeye...mujse..harek..samasya...ka..samadhan..mangiye(problem...solution...mangiye) me avsya marg darsit karunga. is liye kaheta hu aapme dubki lagaaeeye,mai waha hi baitha..hu aapko salah suchan dene liye.muje idhar udhar mat dhundhiye.mere..dhvra..sway ko bhi miliye..aao..khud se dosti karle..kaee aur..bhi raste-dishaye khul jayegi...jo divya-dishaye hogi..mai (mera swa)..aapko vachan deta hai.astu.

Thursday, 26 January 2017

 prajsattak din ki mai bharatvasio ko badhaeeya deta hu aur eek aisa din bhi aaye jaha bharat duniyaka sitara rastra ho aisi mano kamna karta hu, jay hind. bharat ujjwal bhavisyaki aur badhe yahi subheccha.                                                                                                                                                                                         mere vichar se kaliyug kaha par hai? to kaliyugne aajkal-logoke manme,dilodimag pe apna kabja jamaliya hai.hum tabtak sahi mainome aajad nahi huye jab tak hum in kaliyugi vichardhara se mukt nahi ho jate- mai aapko eek udaharan deta hu-kudrat koi eek particuler sitiuetion par do vichar aapke pass rakhti hai-aapke mindme uske bareme mai udaharan de raha hu-eek pita ne aapne balak ko chek karne ke liye ki wo buddiman hai ki mand buddhi. ye dekhne ke liye usane choklet ke do repar liye eek rapar dikhawe me itna aakarsak tha ki balak lalcha jaye wo leneme-us pitane dusra rapar anakrshak-dikhaveme pasand na aye aisa repar liya. akarshak raper me usne eek kankarpar thodi choklet upar laga di eek jagah aisi sodi jisse gaur karnepar hi thodasa kankarka bhag deekhe.usne wo akarsak raper par aise lapeti taki wo kankar walabhag deekhe.aur anakarshak raper me asli choklet lapeti. vo us balak ke pass pahucha or smit kiya,balakne bhi apne pita ko dekh smit kiya..pita bola,:" beta me tere liye kya laya hu dekh, choklet khani hai na?" bacche ko ha me matha ( mastak ) hilate dekar pita bole:"to le beta ye choklet" aur fir pitane do hath me choklet rakhkar hath lambe kiye,balak dekhta raha, pita bola:"koi eek hi choklet lena beta" balak dono choklet ko gaur se dekhta raha-usko akarshak chamchammate repar ne lalchaya aur usne  fatak se wo choklet leli-kholke khaee(pita ko ye ummid nahi thi ki wo wo hi choklet pasand karega) fir balak ne wo choklet ka raper kholker khalee. pahle pahle to chokletka swad mila par bad me usne thu..uu..karke kankar thuka. bas kudrat ka bhi yahi hai. usse kudrat ko uska bhavisya kis aur le jana hai(uske bhavisyako kandar ne ke liye-uske bhavisyaka rasta sunischit karneka rasta banane ke liye) madad milti hai. kudrat xan-xan parixa leti hai. ab ye vichar mai kaisa hai,vartman time me ye konsa vichar pasand karta hai-ye sab kudrat dekhti rahti hai-kudrat sabke ander hai-nastik ke ander bhi aur aastik ke ander bhi,wo ander baithe baithe harek baat me marg darshan deta raheta hai.aapne kisike sath ayogya vartan kiya hai tobhi usko malum raheta hai-aur eek din panishment me wo dusroke pass se bhi aapke prati ayogya vartan karwayega.taki us time jisse aapne ayogya vartan kiya tha usko kaisi filing huee thi wo dekhaneke liye,aapke sath bhi dusro se ayogya vartan karwayega.taki aapko lage ki -nahi us din maine uske sath yogya vartan nahi kiya-ab kisike sath bhi aisa nahi karunga.kudrat ke sab ans hai,wo sab me mojud hai,sabko saman samjiye,kisike sath koibhi prakarka bhedbhav na rakhiye.kudrat khus hoyegi.waise sarirkidrasti se chahe hum bhaee bahen na ho par aatmik,parmeswar ke ans ki drasti se hum sab bhibahen hi hai,humara sabandh yahi hai.hum sab eek dusre se jude huye hai.kisike sath bhi bura vyavhar na kare.agar bhul sebhi ho gaya ho to eswer se xama mang lijiye.eswer dayalu aur xamasil hai-wo aapko ees vyavhar ke liye xama kar denge.krodh,koibaatke liye kisiko xama na karna,daya na dekhana-kisi se nafrat karna,juthe bolna,bure-bure khyal-vicharoko apnana,chori karna,kisike sathe frod karna,kisi particuler baat me aapna hi swarth rakhna,beimani karna,kisi stri ke sath uski marji ke virudh jabarjasti karna,koi vyasanke aadi ho jana, juaa khelna,nasili chijoka sevan karne jaise durgunoka tyag kijiye,us durgunoki gulami mese sutiye-mukt ho jaeeye-tabhi sahimainome hum aajad huye mane jayenge.jay hind.

Thursday, 19 January 2017

agle post me aap ne jana ki, pruthvi jaise grah ke jivan chlane wale parmatma-dev or devio ko jine ke liye or sab unko sope gaye karya karne ke liye jo sakti chahiye uske liye hamare jaise khane pine ki aavsyakta nahi padti,par vo oum(jo sunya hai-kusbhi nahi-par sabkus hai-or fir bhi kus bhi nai-samjne me dikkat ho rahi hai na!-jaroor hogi-par mai aap ko dhire dhire karke samajki us xitij tak le jaaunga jaha se aap saaf-saaf oum ko dekh sakenge) ke pass se unki aaradhna karke unse kruparup jine ki or karya karne ki urja prapt karlete hai. ye urja unhe sope gaye karyake liye or jinda rahne ke liye paryapt hoti hai.sabko di janevali urjaka star alag-alag ho sakta hai taki us urja  se vo unhe diya jane vala karya kar sake karya wo hota hai ki oum ke bad unhone(brhma,visnu(hari),or mahesh or anya dev deviya-jo oum or yogini se uttpann huye unke santanne) planing karke jo pruthvi jaise grah uttpann kiye un sajiv nirjiv(nirjiv yaha kusbhi nahi hai firbhi likh raha hu-kitni aisi vastu-chije hai jiska maryadit ayusya hota hai) kalyan ke karya karna-rastese bhatak gaye ho to unko sam-dam-dand se rah deekhana.unpar krupa varsana,agar acche karm kar rahe ho(bouddhik jivo ke liye)  to unko usi rahme chalne ke liye protsahit karna.kul devi ya kul devta ka karya hota hai unke kulki raxa karna or unka arthik or samjik utthan karna or unko sohrat or prasiddhi dilana. sab ka karya hari ne sab ko sop diya hai-our sabko diye gaye karya ke liye jo jo-jitni jitni urja chahiye vo oum dhwara prapya hai-hoti hai.or agebhi anant time tak hoti rahegi-muje us vigyanik kaname yad nahi sayad aistaeen hi hoge jinhone khoj nikala tha ki brhmand me urjaka(white white prakash-light) vipul bhandar hai  ki aankhe chundhiya jaye or mind baher mar jaye-sayad unko oum ki anubhuti ho gayi hogi-or fir unhone eek sutra diya MC2(mc sqwer2) unko laga hoga ye maine kya dekh liya-sayd ye dekh ke wo bechen or vichlit rahnebhi lage hoge-unhone oum ka urja bhandar dekh liya hoga.                                                                                                                                           ab muje bat karni hai aatmao ke age ki jabse harine prutvi jaise grahka planning ke sath nirman kiya tab usne  lambe time ke bad pani,pad poudhe ke nirman ke bad usne sarir vala jiv ka nirman kiya, vo dekh ke use jo khusi huee kah nahi sakte-badme alag-alag sajivo ka nirman ka prayog vo karta gaya-use khelta kuudta dekhke use bahot khusi milti thi-jo sabdo me bayan nahi ki ja sakti hai.bahot sajivoka nirman usne kiye or pasand nahi padne par nast bhi vo kar deta tha,jo uske niyam me nahi rahte usko vo nast kar deta tha,ye jiv acche nahi use nast kardo-ye jiv acche hai use rahne do-yesa vo kaee bar karta rahta tha-usse sarjan me sresth chahiye tha-fir aise karte karte karte usne manusyo ki uttpati ki-uskikhusi dekhne layak thi-dhire dhire usne manusyo ko buddhiman samja-unke liye karme ke niyamo ko gadha.use karm ke anusar acche karm karne valo ko acche acche fal dene laga-dekha ki jo sarir ke sath(panch tatv vale sarir) jiv banaye hai vo maryadit time me unka sarir niskriya ho jate hai(yani unki mrutyu ho jati hai or vo uske pas chale jate hai-vo jivo ki uttpatti ke liye apna ans usme dalta tha-)  fir suru hua punar janm ka chakra--vo us jivtma jo uske pass gaya mrutyu pamke use uske karm ke anusar naye avtar me bhej dene laga-bad me use pata chala ki aise karte time uske dimag me agle janm ki yad bhi sath me jati hai tab usne uske pas mrutyu hone ke baad me jo aatma aata uske dimag se us janm ki yad mitane,delete,erese kar dene ke bad hi naya janm deta-taki use dusra naya jivan ji ne me koi dikkat na hoye-aise suru hua aatma ki age ka sil sila-matlab abhi jo jiv or bouddhik dikh rahae hai unki ag 400 karod sal hai abhi ke sarir ki umra na dekhe to vo kaee bar janm le chuke hai par unko agle janmo ki yad nahi hai kyoki vo janmo ki yade mitaee ja chuki hai taki ye janm vo bina dikkat ke ji sake or agle janm ki yade use ees janm me distrub na kar sake.

Wednesday, 18 January 2017

my life and god conection

kudrat satya hai, satya hi kudrat(god,iswar,allah,bhagwan) hai. harek ka satya ko dekhneka najriya alag-alag ho sakta hai-par satya to satya hai.wo hi tika rahta hai-anant time tak-mai or aap uss satya ke hi roop hai. par panch tatvo ka bana hua ye sarir satya nahi hai-usko(sarirko) chalane vali aatma satya hai-aatma(tatva) ke bhi roop hote hai aatm(jo samanya hoti hai-vo parmatma ka aans matra hoti hai) mahatma( jo aatma se vissesh hoti hai or uske karm- unch vargke hote hai) or parmatma-jo sabse pahle(jiski uttpatti sabse pahle huee hoti hai vo) uttpann huye hote hai. jo sabse pahle uttpann huye hote hai unke hatme ye jo deekhaee padne vali duniya ka niyaman karte hai,wo aapneme aanewale bhawo se par hote hai-matlab vo bhavo ko apni tarike se use karte hai bhav unko use nahi kar sakte. duniya ke sab jivo ke liye ek hi master mind soch sakta hai jise aap god,bhagwan, iswar,ya allah ka name dete hai.usika sab ye program hai-jo uske sarver se aapke computer me dakhil hota hai,vohi tay karta hai ki kisko kab hasana hai,or kisko kab rulana hai,kisko kab saja(koi gunah ki)deni hai orkaise prakar ki saja deni hai. wo hi duniya ka kab kesa karna hai sochta rahta hai-vo hi sabko sab idea bhejta hai or vohi itihas ko badlta hai-vohi sabko uski jarriyat mujab ke vichar(thinking) bhejta hai-or vohi vichar ko unke name kar deta hai.usika(master computer-master-sarverka) sab program hai-vo sabko kyo nahi dekhee deta?-uska jawab me pahle de chuka hu-phir se deta hu wo hamare tumhare jaise sarir wale nahi hai- vo vayu rup sarirwale hai sab jagah vyapt hai-unko sab dekhaee padta hai,or sab sunaee padta hai-aap se wo contect bhi karte hai-kabhi teli pathi ke jariye,kabi kisi batka idia deke,kabhi manme uthe kus sawalo ke jawab deke,kabhi kisike jariye kisi behad jaruri baat me madad karke-wo harek jagah vyapt hai.duniyame jobhi bouddhik hai wo buddhi-gnyan ki drasti se unhe dekh sakte hai our unka asirwad prapt kar sakte hai hai-gnaniyo ki drusty(najar) se bhagwan supa nahi hai.sab vichar,or idea unke hone par bhi vo jo jo jivo ko ye vichar diye hai unke name kar dete hai-taki itihas me unka name bana rahe.jaise abhi india me ek uttam vichar aaya hai-abhi do hi mahine huye hai use vichar ko-vo vichar india ka itihas or sistem dono hi badal ke rakh dega. vichar kya hote hai  or kyo uttpann hote hai(sitchuation ke hisab se kudrat bhejti hai-yani hamare mindme vo camical prakriya karti hai) ye janna ho to janiye ki vichar hamare maind me camical prakriya se uttpann hote hai(maine mind ke bhago ki samaj aapko pahle hi de di hai or us bhagke kamgiri ka bhi vislesan diya hai-agar aage aapne padha ho to) bhav bhi isi camical ke hi bhag hai-jise prem ka bhav,nafrat ka bhav,daya ka bhav,sexka bhav,-or na jane kitne bhav hamare mind me usbhav ke alag alag camical ki vajah se hote hai-aajkal vignanik ye dhundh rahe hai ki hamare siva kahi jiv hai ki nahi? par unko aise jiv nahi milenge kyoki vo pani ke siva koee jiv ji hi hi nahi sakte-is vichar se upar uthte hi nahi-halaki muje pata hai ki aisebhi jivan hai ki jo hamare jaise sarirwale nahi hai-vo vayu se bane sarir wale hai jo hamari najro se nahi deekhenge-unko karya karne ki urjake liye hamari tarah-khorak ki aavsyakta nahi hai,vo na khate hai,na pani pite hai,na hugte hai na mutate hai or na lambe samay sote hai.unko karya karne ke liye sarirko karyame laganeki jarurat nahi padti balki wo mind power se karya karte hai.bas ab dusra post bad me.good bye dosto.

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...