Powered By Blogger

Saturday, 12 September 2015

apna sarir jab jiv sodta hai(bilogical sarir) tab kyan jiv jinda raheta hai? is bat ko janne me aapko visesh ras hoga-to iska jawab hai ha-jiv jinda raheta hai vayurup sarir dharan karke uski chetnaye jivit raheti hai-jab apna bilogical sarir mrutyu pamta hai tab eek ghatna banti hai-sarirke sab ang pav se lekar uparki taraf mastiskki taraf dhire dhire mryutu pamte jate hai(nirjiv hote jate hai)last me(sabke bad me)magajki mrutyu hone ki prakriya hoti hai.magaj ke sab bhagke mrutyu hone ke bad jiv god spot namke bhag me jata hai jab god spot ka sab bhag dhire dhire mrutyu pamte hai tab jiv matra dhage vali soy ki jo nok hoti hai usse bhi sota bindu ban jata hai-vo xuxm rup se sarirke bahar nikal ke bade vayu rup sarir me aa jata hai. aur bilogical sarirka sampurna mrutyu ho jata hai.kabhi kabhi isse ulata bhi ban jata hai-lastme jab sarirke sab ang mrutyu pamte hai or jiv god spot ke vibhag me hota hai tab god spot tak pahucha hua jiv achanak sakriy hoke vapis lot jata hai-aur sab angome se vapis loutta hua-vo sarirko vapis pura jivan dan bhi de sakta hai-aur biological sarir fir se jinda ho uthta hai-kabhi kabhi doctor ko bhi is ghatna ka samna karna padta haiki jise mrut ghosit kiya hota hai vo achanak jinda ho uthta hai-doctor is sthiti me bhagwan par bharosa karne par majboor ho jate hai(vaise vo koi bhi sthiti me-bhagwan hote hai-is bat par bharosa nahi karte)                                                                                                                                     aur dardi ke swajan ko kahte hai"bhagwan ka abhar mano,ki unohone aapke swajan ko jinda kiya,karan ki ye sakya hi nahi hai(ki jise clinicaly dad jaher kiya ho vo vapis jinda bhi ho sakta hai)ye to chamtkar hai-sab iswer ki lila hai,unka pad mano" karan ye hai ki ki madical since me aisa hone ka koi bhi jawab nahi hai-jiv ke vapis loutneka karan jiv ki jijivisha hoti haivo prabal rit se jinda rahne ke liye sangharsh karta hai aur vapis lout aata hai. aise uska bilogical sarir jinda ho uthta hai.agar bilogical sarir mrutyu pamta hai to vayu rup sarir dharn karke(jo in najro se nahi dikhaee deta hai) vo uske karm anusar devlok me jata haiaur nahi to uske karm anusar vo vohi swarup me sab jagah bhatakta firta hai-jab tak uska dev lok me janeka samay na ho tab tak.jo anubhavoko manusy bhoot rupo se dekhta hai vo ye hai,par hakkikat me dar jo preser vibhagme uttpann hota hai or vizulight vibhag dhvra dikhaee deta hai vo ye hai. par bhrahmand ka eek afar niyam hai ki koi bhi vayurup jiv bilogical jivano me distrubuns nahi kar sakega.bhoot vo kus bhi nahi hota par kus salwalat ke karan(andhkar ki dar lage vaisi jagaho me) vahem ke karan apne vizulight vibhagdhvara apnej samne dikhee dene vala vayurup swarup ka pratibimb hai. jo aaapko koij nuksan nahi kar sakega. ha kabhi kabhi vo aapke jiv ke sath eekrup hoke aapka vartan ya nirnay badal sakte hai par vo bahot lambi der tak nahi. vaise to jinda bouddhik bhi aapke jivan me prabhav pad hi sakte hai na?jaise ki koi vyakti anya jinda ya mrut vyakti se prabhavit hokar uska vartan us prabhav me aaye huye vyakti jaisa ho jata hai-aur us vyakti ka nirnay bhi uske prabhav me aaye huye vyakti jaisa ho hi jata hai na? ok ab yaha eek bat purane vaignaniko ke dhvara kiye gaye eek prayog ki karni hai-vo ye ki vaignaniko ne eek mrutyu pamneki taiyarime tha eaise vyakti ko kachki ek pani ya havabhi na praves sake aisi peti me band kar diya taki malum pade ki marne ke bad kya hota hai-mrutyu hote hi vo jiv kachki peti todakar bahar nikal gaya-aise vayu rup sarir koibhi bandhan me nahi bandhta. vo kisi ko bhi bhed ke bahar nikal jata hai-abhi agebhi hai vo mai bad me likhu ga abhi eetna hi. tahnks.

No comments:

Post a Comment

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...