ab magaj (mind) ke bhago ki vistrut sanavat kar lete hai. magaj ka bhag number (1)drasya tantra(ankh) ke sathme juda huaa vibhag-ye vibhag ankho dhvara dekha huaa drasya aur uski mahiti tark vitark vibhag ko bhejta hai aur tark vitark vibhag agar jo isme swarn vibhagbhi samel ho to-matlab ki -kus kisike dhvara bole gaye sabd bhi kano ne sune hoto arthaghatan vibhag ko bhejta hai or arth ghatan vibhag uska vislesan karke taran vibhagko bhejta hai-taran vibhag uska taran nikalke swatantra nirnay vibhag ko bhejta hai or swatantra nirnay vibhag uska matlab us mahiti ka nirnay karta hai(2)swarn sakti vibhag-ye vibhag upar di gayi (1) number me jo diyagaya hai vaise hi kam karta hai(3)tark vitark vibhag-ye vibhag apne pas aaee huee mahiti ke par tarkvitark karke arth ghatan vibhag ko or arth ghatan vibhag taran vibhag ko aur taran vibhag swatantra nirnay vibhag ko bhejta hai(4)arthghatan,vislesan or ptthakaran vibhag-ye vibhag tarkvitark vibhag se aaee huee mahitiko arthghatan or visleshan karke taran vibhag ko bhejta hai(5)taran vibhag-ye vibhag me arth ghatn vibhag mese aayi huee mahiti ka taran nikala jata hai or nirnay vibhag ko bheja jata hai(6)vizulight vibhag-ye vibhag me mahiti ko vizulight kiya jata hai(7)sthal aur kal ka bhan karane vala vibhag-ye vibhag aapko satat apne sthal or smayka bhan karata raheta hai(8)calculation vibhag-ye vibhag ginti karke aapko bhavisyake raste dikhata rahta hai(9)planing vibhag-yah vibhag aapko aage ki planing dikhata hai-bhavisya me kaise raste chunne hai uski jankari deta hai(10)god spot-yah vibhag aapko iswer par sraddha badhta hai-bhagwan aapka dori sanchar is vibhag se karta hai-matlab acche aache raste yaha se dikhata hai(11)satrkta vibhag-ye vibhag aapko bhavisya me aane vali har musibato se aagah karta hai(12)short tarm memory -yah vibhag me aaapki thode samay ki matlab short tarm yade sangrah hoti hai or fir kamki na hone ke karan bhul jate hai(13) long tarm memory-yah vibhag me aapke lambe samay ki yade sangrah hoti hai aur kamme na ane vali jab ban jati hai to fir loss ho jati hai(14)disha suchan vibhag-ye vibhag aapko vartman me kis raste par jana hai uska marg darsan karta hai(15)satthi indriy vibhag(sixth sense)-ye vibhag aapko bhavisyaki ghatnao ke bareme jankari deta hai(16) sex vibhag-ye vibhag me sex ke vichar aate hai-puruso ko stri ke bareme aur strio ko puruso ke bareme sexualy vichar yaha aate hai-vo prajottpatti ke ang ka niyaman bhi karte hai(17)kalpna vibhag-is vibhag me aapko nayye nayee kalpnaye aati hai(18)preser vibhag-iis vibhag me aapko koi bat ka tention hone ke bad preser rahta hai sab chinta janak bato ka preser is vibhag me sangrahit hota hai-iske alava ye vibhag aapke mutra ang ko preser se mutra se mukt karta hai aur preser se guda dhvar se mal ko mukt karta hai(19)chaya-pachay ko control karta ya use chalata vibhag-ye vibhag aapke khane ka ya pravahi ko pine ka pachan karta hai(20)divyata ya bhavyata ka anubhav karata vibhag-ye vibhag kisiki bat ko sunkar ya aankh se dekhkar ya padhke divyata ya bhavyata ka anubhav karata hai-aap kisike prabhav me is vibhag ki vajah se aasakte ho(21)sarirke tamam cheta tantra ke sath juda hua vibhag-ye vibhag aapko sparsh ya apko lagneka aur uske dard ka anubhav kara sakta hai-ye vibhag me cheta tantra ka karya hota hai(22)urja vibhag-yaha anya vibhag je aayi hueeO2h namki urja sangrahit hoti hai jo aapko jivan jine ke liye bahut jaruri hai(23)swasan tantra ke sathme juda hua vibhag-ye vibhag swasantantra ke sath me juda hua hai-ye vibhag aapko urjaO2h muhya karvata hai(24)satya aur asatya ka nirnay karta vibhag-ye vibhag aapko mili huee ya di gayi mahiti sach hai ki juth uska swatantra rahekar nirnay karta hai.
Saturday, 12 September 2015
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment