ab mera swa apko magaj(mind) me kitane bhag (part) hote hai uski krambaddh rit se mahiti dega our uski sanavat bhi karega. mai aage iske bare me kah chuka hu ki me aapko mind ke bhag ke bareme avgat karaunga.ye dhyan se padhke magaj kis tarh karya karta hai uski jankari lijiye. yah bhag maine apne likhe huye(gujrati me)" brhmandni sampurna katha-menu of the univers" mese liya hai. hamara magaj bhi negetive or positive urja se hi chalta hai,bhrahmand ka ye niyam usko bhi lagu padta hai. truck ya koi vahnki battry ko dekho-usme dai or runbhar hoga orjamni or dhanbhar hoga-ye dono bhar ki hajrime magaj urja uttpann karta hai or hamare sarir rupi mandir ko chalata hai.purush ke mindme negetiv urja ke bhag dai or aur positive urjake bhag jamni or hote hai.jabki strioke minadme nagetive urjake bhag jamni or aur positive urjake bhag dai or hote hai. aap sone me dai padkhe par sote hai to strin vartano or vichar jyade aate hai-aur jamne padkhe par jyade sote hai to paurush vartano aur vicharo jyade aate hai-magaj (mind) ke kul total bhag 24 hai vo anukram ke anusar is tarah hai-(1)drasya tantra(ankh)ke sath juda hua vibhag(2)swarn(kan ke sath) juda hua vibhag(3)tark-vitark vibhag (4)arthghatan,vislesan,aur putthakaran vibhag(5)taran vibhag(6)vizulition(imegen) vibhag(7)sthal our kal(samay) ka bhan karane vala vibhag(8)calculation(ginti karnevala) vibhag(9)planing vibhag(10)god spot(isweriy astha ka vibhag)(11)satarkta vibhag(12)short tarm memory vibhag(13) long tarm memory vibhag(14)disha suchan vibhag(15)satthi indriy(sixth sense) vibhag-bhavisy ki jankari dene vala vibhag(16)sex vibhag(17)kalpna vibhag(18)preser vibhag(19)chayapachy ki kriya ko control karta ki chalata vibhag(20)divyata ki bhavyata ka anubhav karane vala vibhag(21)sarirki sabhi cheta tantrake sath juda hua vibhag(22)urja vibhag(23)swasan tantra ke sath juda hua vibhag(satya aur asaty(juth,banayi gayi mahiti) ka nirnay karta vibhag-jivoki swatantra nirnay leneki sakti is vibhag me padi huee hai.iiske binabade magaj ke niche sota magaj hota hai-usme urja vibhag aur cheta tantra vibhag aur mahiti ka sota paimane par putthakaran samavist hai. aur vo hardya se bhi juda hua hai.sote vibhag me fefasa me prakriya karke O2h jo jiv ka rasanik biba(dhacha) hai vo sangrahit hota haiaur ye prakriya hradya mese lohi bhi magaj me pahuchata hai. short mai koi bhi jiv ka jiv sote magaj me hota hai.sote magajko nuksan hone par jivka tatkalin mrutyu hota hai. karan ke urja vibhag ko nuksan pahuchta hai-jabki dil(hradya) ko nuksan pahuchne se jivka tatkalin mruty nahi hota hai par kus samay ke bad me mruty hota hai.mag aj(bade magaj) ke koi bhi bhag ko nuksan(damage) hone se vo jo bhag ko nuksan hua hai vo bhag ka pangu banta hai.rogo bhi magaj(mind) dhvaraj attack(humla) karta hai.jaise computer par virus humla karta hai vaise.lagbhag sab rogomind me hoti(rogo ke jivanu-virus dhvara humla hota)kamio ke karan uttpann hote hai.iske liye magaj ke alag alag bhag ke abhyas or jankari anivarya hai. maine chitra(picture) dhvara ye mahiti nahi di huee hai ki konsa bhag puruso me dai or aur konsa bhag jamni aur hota hai,or konsa bhag strio me dai or aur konsa bhag jamni aur hota hai vo aapko karna padega-nuro sarjan is batke liye sodh-sansodhan kar sakte hai-unko is babat me madad ho jayegi.
Friday, 11 September 2015
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
♡ my clerification♡ ...
-
apna vyavhar kaisa rakhe- kudrat sacche insan ki xan xan parixaye leta rahta hai- ye dekhne ke liye vo apne niti aur niyamo pe kayam hai ki...
-
apne aapko kabhibhi kam mat ankiye(kabhi kam mat samjiye,nicha mat samjiye) kyoki yaha sab jiv divya hai aap bhi divya hai.prmatma ka ans k...
No comments:
Post a Comment