Powered By Blogger

Saturday, 12 September 2015

ab magaj (mind) ke bhago ki vistrut sanavat kar lete hai. magaj ka bhag number (1)drasya tantra(ankh) ke sathme juda huaa vibhag-ye vibhag ankho dhvara dekha huaa drasya aur uski mahiti tark vitark vibhag ko bhejta hai aur tark vitark vibhag agar jo isme swarn vibhagbhi samel ho to-matlab ki -kus kisike dhvara bole gaye sabd bhi kano ne sune hoto arthaghatan vibhag ko bhejta hai or arth ghatan vibhag uska vislesan karke taran vibhagko bhejta hai-taran vibhag uska taran nikalke swatantra nirnay vibhag ko bhejta hai or swatantra nirnay vibhag uska matlab us mahiti ka nirnay karta hai(2)swarn sakti vibhag-ye vibhag upar di gayi (1) number me jo diyagaya hai vaise hi kam karta hai(3)tark vitark vibhag-ye vibhag apne pas aaee huee mahiti ke par tarkvitark karke arth ghatan vibhag ko or arth ghatan vibhag taran vibhag ko aur taran vibhag swatantra nirnay vibhag ko bhejta hai(4)arthghatan,vislesan or ptthakaran vibhag-ye vibhag tarkvitark vibhag se aaee huee mahitiko arthghatan or visleshan karke taran vibhag ko bhejta hai(5)taran vibhag-ye vibhag me arth ghatn vibhag mese aayi huee mahiti ka taran nikala jata hai or nirnay vibhag ko bheja jata hai(6)vizulight vibhag-ye vibhag me mahiti ko vizulight kiya jata hai(7)sthal aur kal ka bhan karane vala vibhag-ye vibhag aapko satat apne sthal or smayka bhan karata raheta hai(8)calculation vibhag-ye vibhag ginti karke aapko bhavisyake raste dikhata rahta hai(9)planing vibhag-yah vibhag aapko aage ki planing dikhata hai-bhavisya me kaise raste chunne hai uski jankari deta hai(10)god spot-yah vibhag aapko iswer par sraddha badhta hai-bhagwan aapka dori sanchar is vibhag se karta hai-matlab acche aache raste yaha se dikhata hai(11)satrkta vibhag-ye vibhag aapko bhavisya me aane vali har musibato se aagah karta hai(12)short tarm memory -yah vibhag me aaapki thode samay ki matlab short tarm yade sangrah hoti hai or fir kamki na hone ke karan bhul jate hai(13) long tarm memory-yah vibhag me aapke lambe samay ki yade sangrah hoti hai aur kamme na ane vali jab ban jati hai to fir loss ho jati hai(14)disha suchan vibhag-ye vibhag aapko vartman me kis raste par jana hai uska marg darsan karta hai(15)satthi indriy vibhag(sixth sense)-ye vibhag aapko bhavisyaki ghatnao ke bareme jankari deta hai(16) sex vibhag-ye vibhag me sex ke vichar aate hai-puruso ko stri ke bareme aur strio ko puruso ke bareme sexualy vichar yaha aate hai-vo prajottpatti ke ang ka niyaman bhi karte hai(17)kalpna vibhag-is vibhag me aapko nayye nayee kalpnaye aati hai(18)preser vibhag-iis vibhag me aapko koi bat ka tention hone ke bad preser rahta hai sab chinta janak bato ka preser is vibhag me sangrahit hota hai-iske alava ye vibhag aapke mutra ang ko preser se mutra se mukt karta hai aur preser se guda dhvar se mal ko mukt karta hai(19)chaya-pachay ko control karta ya use chalata vibhag-ye vibhag aapke khane ka ya pravahi ko pine ka pachan karta hai(20)divyata ya bhavyata ka anubhav karata vibhag-ye vibhag kisiki bat ko sunkar ya aankh se dekhkar ya padhke divyata ya bhavyata ka anubhav karata hai-aap kisike prabhav me is vibhag ki vajah se aasakte ho(21)sarirke tamam cheta tantra ke sath juda hua vibhag-ye vibhag aapko sparsh ya apko lagneka aur uske dard ka anubhav kara sakta hai-ye vibhag me cheta tantra ka karya hota hai(22)urja vibhag-yaha anya vibhag je aayi hueeO2h namki urja sangrahit hoti hai jo aapko jivan jine ke liye bahut jaruri hai(23)swasan tantra ke sathme juda hua vibhag-ye vibhag swasantantra ke sath me juda hua hai-ye vibhag aapko urjaO2h muhya karvata hai(24)satya aur asatya ka nirnay karta vibhag-ye vibhag aapko mili huee ya di gayi mahiti sach hai ki juth uska swatantra rahekar nirnay karta hai.
apna sarir jab jiv sodta hai(bilogical sarir) tab kyan jiv jinda raheta hai? is bat ko janne me aapko visesh ras hoga-to iska jawab hai ha-jiv jinda raheta hai vayurup sarir dharan karke uski chetnaye jivit raheti hai-jab apna bilogical sarir mrutyu pamta hai tab eek ghatna banti hai-sarirke sab ang pav se lekar uparki taraf mastiskki taraf dhire dhire mryutu pamte jate hai(nirjiv hote jate hai)last me(sabke bad me)magajki mrutyu hone ki prakriya hoti hai.magaj ke sab bhagke mrutyu hone ke bad jiv god spot namke bhag me jata hai jab god spot ka sab bhag dhire dhire mrutyu pamte hai tab jiv matra dhage vali soy ki jo nok hoti hai usse bhi sota bindu ban jata hai-vo xuxm rup se sarirke bahar nikal ke bade vayu rup sarir me aa jata hai. aur bilogical sarirka sampurna mrutyu ho jata hai.kabhi kabhi isse ulata bhi ban jata hai-lastme jab sarirke sab ang mrutyu pamte hai or jiv god spot ke vibhag me hota hai tab god spot tak pahucha hua jiv achanak sakriy hoke vapis lot jata hai-aur sab angome se vapis loutta hua-vo sarirko vapis pura jivan dan bhi de sakta hai-aur biological sarir fir se jinda ho uthta hai-kabhi kabhi doctor ko bhi is ghatna ka samna karna padta haiki jise mrut ghosit kiya hota hai vo achanak jinda ho uthta hai-doctor is sthiti me bhagwan par bharosa karne par majboor ho jate hai(vaise vo koi bhi sthiti me-bhagwan hote hai-is bat par bharosa nahi karte)                                                                                                                                     aur dardi ke swajan ko kahte hai"bhagwan ka abhar mano,ki unohone aapke swajan ko jinda kiya,karan ki ye sakya hi nahi hai(ki jise clinicaly dad jaher kiya ho vo vapis jinda bhi ho sakta hai)ye to chamtkar hai-sab iswer ki lila hai,unka pad mano" karan ye hai ki ki madical since me aisa hone ka koi bhi jawab nahi hai-jiv ke vapis loutneka karan jiv ki jijivisha hoti haivo prabal rit se jinda rahne ke liye sangharsh karta hai aur vapis lout aata hai. aise uska bilogical sarir jinda ho uthta hai.agar bilogical sarir mrutyu pamta hai to vayu rup sarir dharn karke(jo in najro se nahi dikhaee deta hai) vo uske karm anusar devlok me jata haiaur nahi to uske karm anusar vo vohi swarup me sab jagah bhatakta firta hai-jab tak uska dev lok me janeka samay na ho tab tak.jo anubhavoko manusy bhoot rupo se dekhta hai vo ye hai,par hakkikat me dar jo preser vibhagme uttpann hota hai or vizulight vibhag dhvra dikhaee deta hai vo ye hai. par bhrahmand ka eek afar niyam hai ki koi bhi vayurup jiv bilogical jivano me distrubuns nahi kar sakega.bhoot vo kus bhi nahi hota par kus salwalat ke karan(andhkar ki dar lage vaisi jagaho me) vahem ke karan apne vizulight vibhagdhvara apnej samne dikhee dene vala vayurup swarup ka pratibimb hai. jo aaapko koij nuksan nahi kar sakega. ha kabhi kabhi vo aapke jiv ke sath eekrup hoke aapka vartan ya nirnay badal sakte hai par vo bahot lambi der tak nahi. vaise to jinda bouddhik bhi aapke jivan me prabhav pad hi sakte hai na?jaise ki koi vyakti anya jinda ya mrut vyakti se prabhavit hokar uska vartan us prabhav me aaye huye vyakti jaisa ho jata hai-aur us vyakti ka nirnay bhi uske prabhav me aaye huye vyakti jaisa ho hi jata hai na? ok ab yaha eek bat purane vaignaniko ke dhvara kiye gaye eek prayog ki karni hai-vo ye ki vaignaniko ne eek mrutyu pamneki taiyarime tha eaise vyakti ko kachki ek pani ya havabhi na praves sake aisi peti me band kar diya taki malum pade ki marne ke bad kya hota hai-mrutyu hote hi vo jiv kachki peti todakar bahar nikal gaya-aise vayu rup sarir koibhi bandhan me nahi bandhta. vo kisi ko bhi bhed ke bahar nikal jata hai-abhi agebhi hai vo mai bad me likhu ga abhi eetna hi. tahnks.

Friday, 11 September 2015

ab mera swa apko magaj(mind) me kitane bhag (part) hote hai uski krambaddh rit se mahiti dega our uski sanavat bhi karega. mai aage iske bare me kah chuka hu ki me aapko mind ke bhag ke bareme avgat karaunga.ye dhyan se padhke magaj kis tarh karya karta hai uski jankari lijiye. yah bhag maine apne likhe huye(gujrati me)" brhmandni sampurna katha-menu of the univers" mese liya hai. hamara magaj bhi negetive or positive urja se  hi chalta hai,bhrahmand ka ye niyam usko bhi lagu padta hai. truck ya koi vahnki battry ko dekho-usme dai or runbhar hoga orjamni or dhanbhar hoga-ye dono bhar ki hajrime magaj urja uttpann karta hai or hamare sarir rupi mandir ko chalata hai.purush ke mindme negetiv urja ke bhag dai or aur positive urjake bhag jamni or hote hai.jabki strioke minadme nagetive urjake bhag jamni or aur positive urjake bhag dai or hote hai.                                                                                                                                                                 aap sone me dai padkhe par sote hai to strin vartano or vichar jyade aate hai-aur jamne padkhe par jyade sote hai to paurush vartano aur vicharo jyade aate hai-magaj (mind) ke kul total bhag 24 hai vo anukram ke anusar is tarah hai-(1)drasya tantra(ankh)ke sath juda hua vibhag(2)swarn(kan ke sath) juda hua vibhag(3)tark-vitark vibhag (4)arthghatan,vislesan,aur putthakaran vibhag(5)taran vibhag(6)vizulition(imegen) vibhag(7)sthal our kal(samay) ka bhan karane vala vibhag(8)calculation(ginti karnevala) vibhag(9)planing vibhag(10)god spot(isweriy astha ka vibhag)(11)satarkta vibhag(12)short tarm memory vibhag(13) long tarm memory vibhag(14)disha suchan vibhag(15)satthi indriy(sixth sense) vibhag-bhavisy ki jankari dene vala vibhag(16)sex vibhag(17)kalpna vibhag(18)preser vibhag(19)chayapachy ki kriya ko control karta ki chalata vibhag(20)divyata ki bhavyata ka anubhav karane vala vibhag(21)sarirki sabhi cheta tantrake sath juda hua vibhag(22)urja vibhag(23)swasan tantra ke sath juda hua vibhag(satya aur asaty(juth,banayi gayi mahiti) ka nirnay karta vibhag-jivoki swatantra nirnay leneki sakti is vibhag me padi huee hai.iiske binabade magaj ke niche sota magaj hota hai-usme urja vibhag aur cheta tantra vibhag aur mahiti ka sota paimane par putthakaran samavist hai. aur vo hardya se bhi juda hua hai.sote vibhag me fefasa me prakriya karke O2h jo jiv ka rasanik biba(dhacha) hai vo sangrahit hota haiaur ye prakriya hradya mese lohi bhi magaj me pahuchata hai. short mai koi bhi jiv ka jiv sote magaj me hota hai.sote magajko nuksan hone par jivka tatkalin mrutyu hota hai. karan ke urja vibhag ko nuksan pahuchta hai-jabki dil(hradya) ko nuksan pahuchne se jivka tatkalin mruty nahi hota hai par kus samay ke bad me mruty hota hai.mag aj(bade magaj) ke koi bhi bhag ko nuksan(damage) hone se vo jo bhag ko nuksan hua hai vo bhag ka pangu banta hai.rogo bhi magaj(mind) dhvaraj attack(humla) karta hai.jaise computer par virus humla karta hai vaise.lagbhag sab rogomind me hoti(rogo ke jivanu-virus dhvara humla hota)kamio ke karan uttpann hote hai.iske liye magaj ke alag alag bhag ke abhyas or jankari anivarya hai. maine chitra(picture) dhvara ye mahiti nahi di huee hai ki konsa bhag puruso me dai or aur konsa bhag jamni aur hota hai,or konsa bhag strio me dai or aur konsa bhag jamni aur hota hai vo aapko karna padega-nuro sarjan is batke liye sodh-sansodhan kar sakte hai-unko is babat me madad ho jayegi.

Thursday, 10 September 2015

aajkal me bhrahmandki sampurn katha-menu of the univers likh raha hu-jo mere mrytu ke pahela me sarvajanik kar dunga-matlab marneke thode din ke pahele-jisme bahut vaignanik jankariya bhi hai-our univers kaise uttpann hua or kaise chalta hai uske bareme jankariya hai-hmare mind ke bhag(part) ke bareme jankariya hai. jab sarvjanik hoga to aapko vo janne me milega.                                                                                                                                                                  gujrat me thode dino pahle eek masla ho gaya tha-anamatke mudde ko lekar-net bhi band ho gaya tha-bahot tufan mach gaya tha.ees anamat ke mudde par ab sarkarko nayi tarah se vichar karneka samay aa gaya hai.muje lagta hai ki anamat ko nikal kar aab eesa karna chahiye ki sabhi jatiyo me jobhi economical becward class ho(jise jach kar parakh kar) unhe ye labh milne chahiye taki kisi jati ka man dukh na ho-is jativad ke mudde ko hi nikal dena chahiye.ye jativadi mudda(anamat ka) swatantrata se lekar ab tak bada visela mudda ban gaya hai.par koi bhi jati ka ho -agar aartik rit se pasat ho-to use aacche labh ho(jaise seixnik sasthao me,nokriome) aisa karna chahiye.                                                                                                                                                                                me hindustan ke kalyan ki kamna rakhta hu ou hindustan(india) pragtiki or badh chale yahi kamna karta hu.na kisiko dard ho nakisiko dukh hoya na kisiko koibhi or kisi tarah ki yatna ye jelni pade yahi din rat sochta rahta hu.sabko anandme rahe eisa vatavaran mile yahi chahta hu.muje lagta hai ki abhi ye sab hone me 150 se 200 sal niklenge. par hume use our badhte rahena hai-vikas(tarakki) ki our.                                                                                                                                                                                     ha mere praytna bhi abhi jari hai,me harroj hari se telepathi se batchit karta raheta hu-khaskar idhar udharki bate karte rahte hai-or anewale bhavisyaki bhi.ya jo ho raha haiya jo hone ja raha hai uski bhi bate kar lete hai.abhi to mai aath mahi ne se ghar pe baitha hu na koi kam hai na koi aavak-ha mera beta kus kama raha hai usse ghar ka kharch chal jata hai-par sirf kharcha usmese bachta bachta kus nahi.abhi aarthik bad hali chal rahi hai.sayad mai jo pratna kar raha hu usme agar aavak hogi to mai aapko aavgat karata rahunga-abhi to jaise taise ghar chala rahe hai-aise din mere 2008 mai aaye the aour uske pahele bhi kai bar aa chuke hai fir abhi 2015 me aaye hai-thik hai aise din kab tak rahenge-usebhi eekna eek din to jana hai-matlab aaise dinko-hahahaha vo subah  kabhi to aaayegi. thanks.
aajkal me bhrahmandki sampurn katha-menu of the univers likh raha hu-jo mere mrytu ke pahela me sarvajanik kar dunga-matlab marneke thode din ke pahele-jisme bahut vaignanik jankariya bhi hai-our univers kaise uttpann hua or kaise chalta hai uske bareme jankariya hai-hmare mind ke bhag(part) ke bareme jankariya hai.

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...