Powered By Blogger

Sunday, 16 September 2018

ek naya gyan jo hai godsience.

muje samjna ya mere science ko samjna muskil hai, mai sab jagah mojud hu par jald samaj mai nahi aaunga.mai hu oum aaeeye mera sience samje. jo mere me bhakti rakhta hai use me turant sab jagah dikhaee padta hu. mera science (visist gyan) samjne ke liye anubhavo ko mannevali buddhi avsyak hai. jo anubhavo se jacha parkha ja sakta hai. par uske prayog ke dhvara sabit nahi ho sakta.matlab mere vigyan me prayogik sabiti nahi milegi. anubhavik sabiti milegi.jise manya rakhna hoga. aatmao ka honeka ahesas ya anubhav ho sakta hai par uski prayogik sabiti nahi mil sakti,aise hi me aap ko mere hone ka mera astitva honeka ahesas kara sakta hu par prayogik dhoran se me sabit nahi ho sakta. aakhir vigyan ka visay bhi pruthvi par laya gaya hai hamare dhvara,taki vigyanik tor tarike se mai or meri system samj me aaye. akhir prutvi vasiyo ke sabhi raste aate hai humari taraf,akhir sabhiko sodh to hai merei or meri systemki. age bad me. astu.                                                                                                                                                                                                                                                                                                                            mai (mera mind) main computer hai, aap sab mere computer se jude huye hai is liye sabko apne apne jivan ke anusar mere program milte rahte hai.mai eek lekhak ko uske anusar,eek doctor ko uske anusar,ek engeenear ko uske anusar,eek vaigyanik ko uske anusar,ek tecnologist ko uske anusar,ek majdur ko uske anusar,ek khedut ko uaske anusar, ek filmkar ya vartakar ko uske anusar aise jo jiske jivan ke anusar ho mai usko usi prakar ka idea deta rahta hu taki pruthvi par sukhakari me jyada (ijafa) ho taki manav ascche se ji sake aur anandit ji sake. sabka karta me hu-par mai apne apko karta nahi manta mai apne aapko akrta ke rup me dekhta hu. aur hardam vahi bhav se karya karta rahta hu. manav jati ko "god sience" shikhna jaruri hai aur samjna bhi. jiske liye sraddha(andhsraddha ya asraddha nahi) aur viswash hona jaruri babat hai. jo nastik hai unko meri ye bate jaldi samaj me nahi aayegi. mai hamesha-har vakt darshnik bhav se rahta hu. jaise mai hu hi nahi, me meri present kabhi darsata nahi, par har jagah aur vakt me meri present rahti hai.                                                                                                                                                                                              jaise ki aap jante ho ki sabse pahle meri (oum) aur yogini ki uttpatti huee uske bad visnu,laxmi aur brahma,shiv aur bad me anya deaivi devtao ki uttpatti huee- visnu ne prutvi lok ka sarjan kiya  vo bhi meri anumati leke usko najro se mai dekhaee padu isleeye mai suxm me shesh nag ka rup leke gaya aur visnu ki satra saya bana. fir bhi usko ya uske daivi devtao ko abhi tak pata nahi tha ki shesh nag hi oum hai aur hamare aradhak hai par vakt ane par maine unko sab bata ke aur proof deke(unki suxm duniya me) sab ko aswast kar liya hai. mai aur yogini atisuxm duniya me uttpann huye isliye daivi aur devta muje aur yogini ko nahi dekh sakte. prutvi par jobhi ghatit hota hai time-time par vo visnu dhvara meri anumati lekar ghatit karvaya ja raha hai. lekin pruthvi un logo ka sarjan hone ke karan mai unki karaya vahi mai interfear nahi karta. firbhi brahmand ka mukhya karyakarta hone ke karan akhrinirnay mera rahta hai.  mai brahmand ka sanchalak hu aur vo pruthvi ke. aur sab bad me aap logo ko kahunga abhi itana abhito muje aapko eek naye gyan se avgat karana hai aur ye gyan na ajtak kisine suna hai na kaha hai aur na vo mere alawa aap sabko koi kah sakta hai. ok bad me. astu

No comments:

Post a Comment

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...