Powered By Blogger

Wednesday, 4 October 2017

god sience

aaj me god sience ki bat karne wala hu god sience wo sience hai jise dharti vasio ko aaj nahi to kal-kabhi bhi manna padega aur uspe trust bhi karna padega-jise aaj samajme nahi aata use kabhi na kabhi samaj aajayega. kus rul hai jo patthar ki lakir hai jise soch samajkar-janch-parkhkar sada ke liye -sabhike liye banaye gaye hai-agar wo rul ke hisab se(keval buddhiman jiv hi) nahi chalta to uske parinam nicchit kiye gaye hai.aap khud par visvash karte ho matlab aap bhagwan par hi viswash karte ho-aapko pata hai mai kus galat nahi karunga-matlab bhagwan kus galat nahi karega.god hi ka ans ho aap-aap ke andar rah ke god hi aapki duniya chala raha hai jiska sreya vo aap ko de rahe hai-kyoki aap godke sikhte huye bacche ho. bura karoge to bhavisya me aapko bura milega.accha karoge to bhavisyame aapko aacha milega bo-oge babul to aam nahi milenge-kante hi milenge.jaisa karoge vaisa paoge ya bharoge.tumhara vartman hi tumhara bhavisya ka rasta banata hai.tumhara bhavisya kaisa hoga vo tum vartman me kya kar rahe ho logoke sath kaisa vyavhar kar rahe ho uske upar se dikhaee padega. hume yaha shikh ne padhne bheja gaya hai-hume shikh ke padh likh ke iswar ke kabil banna hai.koi yaha kisika dusman nahi hai. sirf itna hota hai ki paristhitiya hamare fever me nahi haoti-paristhitio ko apni fever me karo.ruls tutte hai to panishment milti hai vo turant nahi milti par bhavisya me milti hai vakt ane par taki vo banaye gaye ruls dusribar na tute uska aapko dhyan rahe.kon kahta hai ki kudrat nahi hai koibhi samsya ho apne andar jank kar dekho vaha rasta dikhaneko taeeyar kudrat baithi huee hai aapke andar.rasta dhundhne ke liye bahar kahi mat jao rasta andar se milega.kudratke sience ko smajne ke liye sraddha,use par viswas,bhakti anivarya hai tabhi kudratka sience samaj me aayega.ek mind wev hota hai jisse aap kudrat ka sampark kar sakte ho vaha se sab bato ka jawab aayega. batchit bhi hogi.naye raste bhi khulenge.kudrat een najro se dikhaee dene wala tatva nahi hai wo manki aankhose buddhi ki aankho se-sixth sense se dikhaee degi.astu

No comments:

Post a Comment

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...