Powered By Blogger

Saturday, 4 March 2017

india me notbandi ke bad jo halat huye hai, vo sab india wale jante hai,bade bade sapne dikha ke india ke halat bigad diye gaye, jo sapne dikhaye gaye unme se ekbhi purna nahi huye,hatheli me chand dikhaya gaya iska jawab agle chunav me janta jarur degi.ees blog me mai idhar udhar ki bate nahi karta hu par rahta hu mai india mai hi to halat ka vivran dena jaruri banta hai log eek saal tak ubhar nahi payenge is halat se.dhandhe rojgar thik se chal nahi rahe hai,kisan log bhi badi halaki utha rahe hai,garib log ke samne yamraj aake khade hai,aur madhyam varg ke log pis rahe hai- in logo ne tana sahi chala rakkhi hai,hitller ke tarike se raj karte hai-kitne dino tak?                                                                                                                                                                                                                                                                                                          aapko sawal hoga aap kyo kus karte nahi? mera jawab hai mere pise pise samay chalta hai, samay ki rah dekhiye aage jake samay badlega eese halat thahrne wala nahi hai, ye din bhi bit jayenge.kus tharta nahi hai-sab kus aata aur jata hai.aap mere janm-25-6-1972 ke bad ki viswa ki sthitiya dekhi ye aap ko lagega ki 1972 ke bad viswa ki sthitiya bahetar se bahetar huee hai aur aage jake aur bahetar se bahetar sthitiya aayegi-ghabraeeye mat-halato ka samna karna sikh jaeeye-aapko koi problem nahi rahegi-har halat ke liye taiyar rahiye aapko koi sawal ya confusion nahi rahega-jobhi hoga dekha jayega(matlab usse-us halat se par utar jayenge) wala etitued rakhiye.halato ko badalte der nahi lagti-har samay ya sthitiya parivartansil hai.hum rahi-musafir hai is jivan safar ke hume muskilose na ghabhrake bas chalte jana hai humari manjil ki aur.meri sistem aanko se na najar aane wali sistem hai, meri sistem ko samjne ke liye sixth sense chahiye jo maine sabko nahi di hai,jo iske yogya hai usiko ye mili hai- aur wo hi mujko dekh sakta ya jan sakta hai.viswa ke halat mere ghar ke halat ke sath sath chal rahe hai. mere eek eek sabd par samay ko chalna padta hai, meri soch se duniy,viswa,eeven univers karyanvit hai-aap chahe is baat ko mane ya na mane isse muje ya mere jo karya karne hai usme koi fark nahi padta.mera jo karya hai pruthvi par ke mere gharko nibhane ka aur samgra univers ka mera karya avichal chalta rahta hai, khas karke me darsnikbhav jyada rakhta hu aur jo ghatnaye ghati rahti sab jagah us par mai kriya-pratikriya jyada nahi deta kyoki muje malum hai yebhi eek din chala jayega kalko kusna kus naya aa jayega aur wo bhi eek din chala jayega aur kus na kus naya aa jayega.samay bahete nir(jal) ki tarah hai wo kisiki rah(intjar) dekhne walomese nahi hai. mera matlab hai halato ko dekh ke aapne mul swabhaw ko tyag ne ki galti bilkul na kare halat to time time par badlte rahte hai, bas aap na badliye- netural rahiye. aastu.

No comments:

Post a Comment

                                                              ♡ my clerification♡                                                          ...